Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Maula Ali (AS) Lyrics

(Ya maula Ali) x8

(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x3

1. (Nabiyon ney pukaara mushkil mein) x2
Har dard ka haider maan Ali.

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

2. Pathar mein alam gara jisne
(jisko hai khuda ka sheyr kaha) x2
Damaad-e-Nabi hai maula Ali
(jise haider-o-safdar laqab mila) x2
Hai dunya main zeeshan Ali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

3. Mimbar pey bulaa kar Ahmed ney
(man kunto maula jisko kaha) x2
Jiska bhi hoon ab main maula
(meray baad hai uska Ali maula) x2
Jise Allah say talwar mili
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

4. Socho to zara aie Musalmano
(roze mein us par waar kiya) x2
Jo shohar-e-Fatema Zehra tha
(usko masjid main qatl kiya) x2
Hai Ahmed ka dil-o-jaan Ali
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

5. Pathar me alam gara jisne
(jisko hai Khuda ka shair kaha) x2
Damaad-e-Nabi hai maula Ali
(jise haider o safdar laqab mila) x2
Hai dunya mein zeeshan Ali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

6. Mehman bula kar kufe me
(Imam Hassan ko zehr diya) x2
Jo god-e-Nabi main kheyla tha
(usko masjid mein zibha kiya) x2
Haay roti rahi Zehra ki kali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

7. Ik ujra kafela pyaason ka
(jab lekar Zainab Shaam gayi) x2
Main paak Ali ki beti hoon
(roro kar Zainab kehti rahi) x2
Ab koi nahi hai chara ghar
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

8. “Mehboob” ne likha hai nawha
(roro ke sunata hai “Mesum”) x2
Zainab ye duain karti hai
(ghar ghar Shabbir ka ho matam) x2

Har shaks pukaarega ik din
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Haay mere jaan Ali

(ya maula Ali) x12

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Dryer Land Lyrics - Sami Yusuf
  2. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  3. Abbas (AS) Meer E Lashkaram Lyrics - Mesum Abbas
  4. Make Me Strong Lyrics - Sami Yusuf
  5. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  6. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  7. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  8. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Allahu Lyrics - Irfan Makki
  10. Qasida e Mairaj for Shab e Meraj | Shabe Miraj Lyrics - Special Collection
  11. Faslon Ko Takalluf Lyrics - Nader Khan
  12. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  13. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Sagri Rain Tarapty Guzri Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. The Lord of the Worlds Lyrics - Labbayk
  16. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  17. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  18. Mere Ghous Piya Jilani Lyrics - Naat Lyrics
  19. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  21. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  22. I Promise Lyrics - Harris J.
  23. Shah e Madinah Mujh Ko Taibah Bula Liye Hain Lyrics - Naat Lyrics
  24. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  25. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

COMMENTS

Subscribe
Notify of

7 Comments
Newest
Oldest Most Voted
7
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x