Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi

By: 

Zahe Muqaddar Lyrics

 

Zahe muqaddar huzoor e haq say salaam aaya payam aya
Jhukao nazrein bichao palkain adab ka aala maqam aaya.

Yeh kon sar say kafan lapatay, chala hai ulfat kay rastay par
Farishtay hairat say tak rahe hain yeh kon zy ehteram aaya.

Faza main labbaik ki sadain, zah farishta aarsh goonjti hain
Har aik qurban ho raha hai, zaban pay yeh kis ka naam aaya.

Yeh rah e haq hai! sambhal kay chalna! yahan hai manzil qadam qadam par
Pohanchna dar par, to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya.

Yeh kehna aaqa bohat say aashiq taraptay say chor aaya houn main
Bulaway kay muntazir hain lekin, na subho aaya na shaam aaya.

Dua jo nikli thi dil say aakhir, palat kay maqbool ho kay aayi
Woh jazba jis main tarap thi sachi, woh jazba aakhir ko kaam aaya.

Khuda tera hafiz o nigehban, Oh rah e bat’ha kay janay wale
Nabi de sad inbisat ban kar, payam darood o salaam aaya.

Zahay muqadar huzur e haq se salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya.

Lyrics Information:
Recited By: Qari Waheed Zafar Qasmi


More Islamic Lyrics

  1. Long Ago – 610 Lyrics - Khaleel Muhammad
  2. My Little Girl Lyrics - Maher Zain
  3. Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi Lyrics - Naat Lyrics
  4. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  5. The Way of Love Lyrics - Maher Zain
  6. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  7. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  8. Tamanna Lyrics - Labbayk
  9. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  10. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Homecoming Lyrics - Gaith Adhami
  14. Sign Language Lyrics - Gaith Adhami
  15. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  16. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  17. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  18. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  19. You Are The One Lyrics - Raef
  20. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf
  21. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  22. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  23. Inquilab Inquilab Lyrics - Irfan Hussain
  24. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. The Source Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of

90 Comments
Newest
Oldest Most Voted
90
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x