Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Be Khata Mara Gaya Lyrics

Ya Hassan x6

Bay Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba x3

1. Zehr se tukre jigar, khoon say kafan laal huwa
Wa Hassan-e-sabz-e-qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

2. Khun ugalte huwe bhayi ko behan ne dekha
or tarap ker ye kaha x2
Teri gurbat pe ay bhayi teri Zainab ho fidaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

3. Maa ke dukh se abhi azad kahan thi zainab
hogaya kaisa gazab x2
Baap zinda na raha Bhayi suwe khuld gaya wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

4. Ker diya Zahr-e-hala hal ne Jigar ke tukre
Aur Qasim ke liye x2
Kamsini me hai ye gham Sham-e-gharibi jaisa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

5. Ghar se ik baar janaza jo nikal jata hai
kab wo phir aata hain x2
Aisa taboot hai ye lot ke jo ghar ayaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

6. Sheh ne us wakht jo Ghazi ko na roka hota
hashr ho jata bapaa x2
teer aate na janaze pe tumhare Maula wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

7. Sheh ko Rehan baraadar kaa jigar yaad aya
jab se karbobala x2
Tukde Qassim ke utha te huwe maula ne kaha wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

Urdu Nuha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. 99 Names of Allah Lyrics - Kamal Uddin
  2. Rab Janay Tay Hussain Janay Lyrics - Dhamani Sisters
  3. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  4. SubhanAllah Lyrics - Native Deen
  5. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  6. Number One For Me Lyrics - Maher Zain
  7. Wah Kiya Joodo Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  8. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  9. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  10. Change My Dead Heart Lyrics - Hafiz Mizan
  11. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  12. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  13. Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi Lyrics - Naat Lyrics
  16. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  17. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  18. I’m Alive Lyrics - Maher Zain
  19. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  20. As Subhu Badaa Lyrics - Aashiq al-Rasul
  21. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  23. Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. Inquilab Inquilab Lyrics - Irfan Hussain
  25. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah

COMMENTS

Subscribe
Notify of

11 Comments
Newest
Oldest Most Voted
11
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x