Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. The Greatest Gift Lyrics - Labbayk
  2. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  3. Mitho Naalo Muhammad Jo Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. One Big Family Lyrics - Maher Zain
  5. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  7. A New Day Lyrics - Labbayk
  8. Better Day Lyrics - Zain Bhikha
  9. Hasbun’ Allah Lyrics - Zain Bhikha
  10. After Hardship Comes Ease Lyrics - Saif Adam
  11. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  12. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  13. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  14. This Man Lyrics - Tom Robertson
  15. Salatullah Lyrics - Labbayk
  16. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  17. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  18. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  19. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. My Only Wish (interlude) Lyrics - Sami Yusuf
  21. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  23. Qabr E Darvaish Lyrics - Shahid Baltistani
  24. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  25. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

188 Comments
Newest
Oldest Most Voted
188
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x