Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat

By: 

Iman Ramzan | Iman Hai Ramadan Lyrics


Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah

Momin ka musalman ka, iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan, ramzan, iman ramdan.

Aamid hai teri aamid e quran ka ailan
Teray liye mehboob e khuda ka hai yeh farman
Amid say teri dakhil e zindan hai shitan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tohid teri shan hai ramadan,
Eman hai Ramzan

Tu aaye to barhta hai azanoon ka taranum
Har dil mein utar jata hai quraan ka taqalum
Sajdoon ka namazoon ka dil o jaan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tuheed teri shaan hai ramazan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Muflis ka masaqeen ka tu rizq rasaan hai
Tuj jaisa koi gayarah maheenon mein kahan hai
Goya kay tu hee surah e rehman hai ramazan

Iman hai Ramzan

Kiya noor ki barsat nazar aati hai har soon
Pheli hai teray aanay say quran ki khushboo
Haan aalim e islam pay ahsan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Aamir tujhay har parah e quraan ki qasam hai
Iman o aaqeday ka yeh ramzan bharam hai
Aie dehnay Muhammad teri muskaan hai ramadan

Iman hai Ramazan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Lyrics Information:
Recited By: Doctor Aamir Liaquat
Written By: Not Available
Produced By: Geo TV


More Islamic Lyrics

  1. In Every Tear He Is There Lyrics - Sami Yusuf
  2. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  4. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  5. One Big Family Lyrics - Maher Zain
  6. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  7. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  8. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  9. Dil Main Ishq e Nabi Lyrics - Milad Raza Qadri
  10. Aaqa Lyrics - Abida Parveen
  11. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  12. SubhanAllah Lyrics - Maher Zain
  13. Allahu Lyrics - Sami Yusuf
  14. You Came To Me (Farsi) Lyrics - Sami Yusuf
  15. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Insya Allah (Malay) Lyrics - Maher Zain
  17. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. What You’ve Become (Feat. Sami Yusuf) Lyrics - Tom Robertson
  19. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri
  20. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Ze Eshqat Lyrics - Sami Yusuf
  22. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Qabu Mein Nahin Rehtay Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  24. Close Your Eyes Lyrics - Zain Bhikha
  25. Heart of Homs Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of

56 Comments
Newest
Oldest Most Voted
56
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x