Bano Ka Yeh Armaan Tha Lyrics

Bano ka yeh armaan tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh aayegha, Asghar bhi jawaan hogha

Logo mere baachey ko, Maqtal sey utha lawo (x2)
Wahan dhoop ki shidat hain, Betaab parah hogha

Chorus:
Bano ka yeh armaan tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh aayegha, Asghar bhi jawaan hogha


Asghar tere jhuley ko, Ab kown jhulaegha (x2)
Mei shaam chali beta, Ab kown yahan hogha

Chorus

Tum ghowd mei sowtey they, Kuy ghor pasand aayi (x2)
Wahan khaak bistar hain, Aaraam kahan hogha

Chorus

Har maa tujey duniya ki, Roweyghi qayamat tak (x2)
Jab teri shahadat ka, Majlis mein bayan hogha

Chorus

Ye karbobala ka ban, Aur shaam ka woh zindaan (x2)
Maa teri kahan hoghi, Tun laal kahan hogha

Bano ka yeh armaan tha, Aabaad maka hogha
Aik rowz woh aayegha, Asghar bhi jawaan hogha (x4)

Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Karbala Wala Musafir
Released: 2009

  • lee

    i loved it.It was butifull.may allah praise you all 

  • hilal ahmad

    mashallah,very touching,god bless you all

  • zainab

    this naat is also ok
    >>

    • Ashraf Qadri

      this is called mankabat…and it is very touching and very nice…

© 2012 IslamicLyrics.net. All rights reserved.
Created & Managed by Sayyid al-Mahdi. Proudly hosted by iMuslimz Network.