Islamic Lyrics

NAATS | ANASHEEDS | NOHAS

bookmark bookmark
VN:F [1.9.2_1090]
Rating: 4.0/5 (1 vote cast)

Hazri Abbas Kee Lyrics

Hazri Abbas (x3)
Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x3)

Aik pal mei hogha woh tufan fana (x2)
Parchamey Ghazi sey jow takhraeygha
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha bacha bawafa ho jaayega (x2)

Aashana hojayegha haider sey woh (x2)
Aashana ghazi sey jow hojayehgha
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha bacha bawafa ho jaayega (x2)

Jholiyan bhar deyghey abbas sey jarii (x2)
Haath apney jow yahan phelayegha
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)

Haath hai is per Imam e Asr ka (x2)
Hashr tuc apna alam lehraye ga
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)

Jaayega seedha jahannum ki taraf (x2)
Jo Ali kay bughz mein mar jaayega
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)

Jisko hai aal e nabi say dushmani (x2)
Her Qadam per lanatain who khaayega
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)

Waqt hai aja dar e Haider pay tun (x2)
Warna to bay mot mara jaayega
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)

Baat gar Qasim ki tu mana nahin
Dar ba dar ki thokrain phir khaayega
Baccha baccha bawafa ho jaayega

Hazri Abbass ki jab khaaye ga , Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)
Baccha baccha bawafa ho jaayega (x2)

Lyrics Information

Recited By: Fatima & Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009

Hazri Abbass Ki, 4.0 out of 5 based on 1 rating

Leave a Reply

  • sasoki: thank you maher for this beautiful album
  • sarim: Alhamdulillah Mashaallah
  • waqar: this is the best naat
  • misbah: i love his song so much , the contain...
  • Rukia: I just found my new and final love and i...
  • haleemah: he puts music in the background cause...
  • malko_ars: nice voice. grow up
  • hina khan: ye sach men bohat achi naat...
  • naeem mujtaba: masha allaha
  • unknown: salam alaikum, may Allah bless you and...
  • nur_rizuan: salam to all.. Maher is a very...
  • Sadia: Mashallah…its a very good...
  • SONIA: MASHA ALLAH….. I LOVED THIS HAMD...