Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Kaash Abbas Na Maray Jaatey Lyrics

Kaash abbas na maray jaatey (x5)

Is tarha lagh ti naa akber key kalejey mein sinah,

Is tarha hoti naa sadaat key khaimo mei fughaan

Yun naa zainab key saharey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Downo bazoo woh shehen shaa hai wafa key thaamey

Laashey abbas pey shabbir bukah kartey they


Bhaiyi tum baad hamarey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Ghardaney shaa pey yun ran mei naa khanjar chalta

Yun naa khursheede imamat naa sarey maqtal dhalta

Yun sar neyzooh pey sar jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hotey abbas dilawar to na khaimey jaltey

Shaam-e-Ghurbaat na sakina ko tamachey laghtey

Ghosh waarey naa utarey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hotey abbas tow chinti naa rida zainab ki

Paawo mei aabid-e-muztar key na beyri dalti

Taaziyaane bhi naa marey jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x2)

Hokey paabande rasan sayyad-e-sajjad chaley

Neher ko deikh ke rotey huwey yeh kehney laghey

Sab watan saath hamarey jaatey

Kaash abbass na maray jaatay (x2)

Aaj bhi aati hai yeh qabrey sakina sey sadaa

Aei chacha laati naa zindaan mei yun hamko qaza

Saath aghar hum bhi tumhare jaatey

Kash abbas na mare jatay (x2)

Haal-e-Akber jo koi pooch ta tha noor-e-ali

Ro key zainab yahi kehti thi sadaa noor-e-ali

Kaash abbas na maray jaatey

Kaash abbas na maray jaatey (x6)

Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Karbala Wala Musafir
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  3. Nabi Ka Zikar Hi Lyrics - Umair Zubair Qadri
  4. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  5. You Came To Me (Farsi) Lyrics - Sami Yusuf
  6. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas
  7. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  8. Kaash Yeh Dua Meri Moojazay Main Dhal Jaye Lyrics - Hooria Rafiq
  9. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  10. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  11. Haser Hesarak Lyrics - Hamza Namira
  12. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  13. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  14. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  16. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  17. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  18. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  19. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  20. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  21. Medina Lyrics - Maher Zain
  22. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  24. Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawasi Lyrics - Nadeem Sarwar
  25. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of

18 Comments
Newest
Oldest Most Voted
18
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x