Marhaba Bolo Marhaba Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Marhaba Bolo Marhaba Lyrics

Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba
Sarkar ki aamad, Marhaba!
Sardar kee amad, Marhaba!
Huzur ki aamad, Marhaba!
Pur nur ki aamad, Marhaba!
Marhaba bolo marhaba…

Momino waqt e adab hai,
Aamad e mahboob e Rub hai
Jaye aadab o tarab hai,
Aamad e Shah e Arab hai

Marhaba bolo marhaba,
Jhoom kar bolo marhaba…

Utho aya taj wala,
Arsh ki aankhon ka tara,
Sab kaho aye mah e Taiba salatullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba

Deen ka ho bol bala,
Sunniyun ka rukh ujala,
Dushmanon ka moun ho kala salawatullah alika
Marhaba bolo marhaba, jhoom kar bolo marhaba.

Sarkar kee amad, Marhaba!
Sardar ki aamad, Marhaba!
Huzur key aamad, Marhaba!
Pur nur kee aamad, Marhaba!
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba….

Abray rehmat cha gaya hai, Kaabay pay jhanda gara hai
Babay rehmat aaj khula hai, aamad e shah e arab hai
Marhaba bolo marhaba, jhoom ker bolo marhaba.

Baj rahay hain shadianay bu’t lagay kalma sunanay
Har zaban pay hain taranay amad e shah e arab hai
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.

Amina Bibi ka jaya, barhaween tareekh aaya
Subh e sadiq nay sunaya salawat ullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhoom ker bolo marhaba.

Sarkar ki aamad, Marhaba!
Sardar kee amad, Marhaba!
Huzur ki aamad, Marhaba!
Pur nur ki aamad, Marhaba!
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba….

Bakhsh do meri khataein dur houn gham ki ghataein
Bhej do apni ataien salawat ullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.

Is Jamil e Qadri per ho karam Mehboob e Dawar
Chasm o dil kar do munawar salawat ullah alaika
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.

Sarkar ki aamad, Marhaba!
Sardar kee amad, Marhaba!
Huzur ki aamad, Marhaba!
Pur nur ki aamad, Marhaba!
Aaqa ki aamad marhaba
Data ki aamad marhaba
Yaseen ki aamad marhaba
Taha ki aamad marhaba
Marhaba bolo marhaba, jhum ker bolo marhaba.


More Islamic Lyrics

  1. Bagh Jannat Kay Hain Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  3. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  4. Dar-e-Nabi Par Para Rahoon Ga Lyrics - Hooria Rafiq
  5. Lughat Al’Aalam Lyrics - Humood Alkhudher
  6. He Is There Lyrics - Sami Yusuf
  7. Aicha Lyrics - Outlandish
  8. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  9. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Who Is The Love One Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  11. Taha Lyrics - Sami Yusuf
  12. Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters
  13. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  14. Burdah Lyrics - Mesut Kurtis
  15. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  16. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  17. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  18. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Tell Me Lyrics - Aashiq al-Rasul
  20. My Mum is Amazing Lyrics - Zain Bhikha
  21. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  22. Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai Lyrics - Various Artists
  23. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  24. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  25. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

37 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
37
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x