Marhaba Ya Rasool Allah Lyrics in English & Urdu
Marhaba Ya Rasoolallah, Marhaba Ya Habiballah
Aagaye hain meray aaqa marhaba ya rasoolallah.
Marhaba ya rasulallah, marhaba ya habeeballah.

Aaj Hai Subhe Baharan, Aaj Har Koi Pukara
Aisa yeh din hai nikhara, marhaba ya rasulallah.

Dubatoon Ka Hai Kinara, Jo Giroon Ka Hai Sahara
Jis nay zulmat ko hai mara, merhaba ya rasul allah.

Jis Ko Khud Rab Nay Sajaya Paykar e Husn Banaya
Yehi to hain meray Aaqa, marhaba ya rasul allah.

Jis Ko Khud Rab Nay Hai Bulaya, Apna Deedar Karaya
Wohi hai Rab ko pyara, marhaba ya rasoolAllah (S.A.W).

Aaj Hai Arsh Bhi Jhooma, Jis Nay Hai Farsh Ko Chuma
Har gali ghar ko sunwara, marhaba ya rasool allah.

Ali Nay Fun Hai Yeh Paya Naat Likhna Usay Aaya
Jis nay hai aaj pukara, marhaba ya rasool allah (S.A.W.).

Naat Lyrics Information
Naat Khawan: Muhammad Farhan Ali Qadri
Album: Marhaba Ya Rasoolallah
Naat: Marhaba Ya Rasoolallah
Written By: Farhan’s big brother Mohammed Ali
Audio Rec By: M Umer Qurashi
Edit: Shaaz Shaikh
Directed By: Kashif Mughal
Produced By: QTV Pakistan

MASHA’ALLAH you are very very very GOOD. I would like to listen MARHABA YA RASOOL ALLAH NAAT and who’s lyrics this greates naat ALLAH HAFIZ
mashallah you are very good but i would like to know more naats of yours that i could listen to with lyrics you inspire children and you are absoulutely fab
Mashallah Subhanallah
Just Love Itt
LoveYooh Young Brotherr!!!!
Mwah XxXxX
Allah Hafiizzz xxx
very GOOD.brilliant farhan
excellent , Can I know of more naats with lyrics and tune to pray
Jazk Allah