Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Zameen Meli Nahi Hoti Lyrics

Zameen Maili Nahin Hoti Zaman Maila Nahin Hota
Zamin Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mohabbat Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo
Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Nabi key paak langar par jo paltey hey kabhi unkee
Zabaan maili nahin hoti, sukhan maila nahin hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mere aqaa ki ulfat to badan ko jag magatee hey
Kabhi ehl-e Muhammad ka badan maila nahin hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota


Gulon ko Chum Laite Hain Sahar’nam Shab’nami Qatre
Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota

Jo Naam-e-Mustafa Chume Nahi Dukhti Kabhi Ankhen
Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahni Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota

Main Nazan tu Nahi fan par, Magar Nasir yeh Dawa hai
Sana-e-Mustafa karne se fan Maila Nahin Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Zamin Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota
Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahin Hota.

Naat Information:
Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. First We Need the Love Lyrics - Zain Bhikha
  2. Ramadan (Malay – Bahasa Version) Lyrics - Maher Zain
  3. Greatest One Lyrics - Native Deen
  4. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  5. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  6. Inquilab Inquilab Lyrics - Irfan Hussain
  7. Jalwa e Jaana Lyrics - Junaid Jamshed
  8. Marhaba Ya Mustafa Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Broken Lyrics - Zain Bhikha
  10. Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed
  11. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  12. Zindagi Ka Bharosa Nahin Lyrics - Shadman Raza
  13. Ca C’est La Vie Lyrics - Zain Bhikha
  14. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  15. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  16. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  17. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  18. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  20. Balaghal Ula Be Kamalehi Lyrics - Sabri Brothers
  21. Tamanna Lyrics - Labbayk
  22. Tauba Qabool Ho Lyrics - Mahmood Ul Hassan Ashrafi
  23. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  24. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 3-3] Lyrics - Aslam Sabri
  25. Hear Your Call Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

42 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
42
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x