Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Amin Kaho Bacho Lyrics

Ameen Kaho Bacho – Mesum Abbas

Ameen x4

Karnay ko dua Rab say,
mein hath uthati houn,
amin kaho bacho,
ameen kaho bacho x3

1. Darya se abhi apne, ammu ko bulaati hoon
Ameen kaho bacho x2
Karne ko dua Rab se,
mein haath uthaati hoon,
ameen kaho bacho,
ameen kaho bacho x2

2. Khaimon mei taraayi ko, laane ka iraada hai,
Abbas ka waada hai x2
waada woh nibhaengay, mein tumko bataati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

3. Who pyaas ka aalam hai, lab khola nahi jata,
kuch bola nahi jaata x2
mein harfe dua apne ashkon ko banaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

4. Paani jo mein kismat say, thora sa bhi paaungi
Asghar ko pilaaungi x2
bas ek dua lab par, roro kay mein laati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

5. Ai bachon yaqinan who, amu ka kadam hoga,
shaane pay alam hoga x2
Aahat hai balaa kiski, mein dekh ke aati hoon
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

6. Mei chain na paaungi, ammu se judaa hokar,
marjaaungi roro kar x2
Allah mein tujhe apni, faryaad sunaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

7. Who uth kay Madinay say, aajaaengi darya par,
deti hun sada rokar x2
ammu hai musibat mein, dadi ko bulaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

8. Shabbir kay khayme mein, Nayyar hai bapa matam,
aati hai sada Mesum x2
pyaasi hu Sakina hoon, roti hoon rulaati hoon
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

9. Darya say abhi apnay, ammu ko bulaati hun
Ameen kaho bacho x2

Karne ko dua Rab say,
mein haath uthaati hoon
ameen kaho bacho x2

Ameen x4

Nowha Information:
Noha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2004


More Islamic Lyrics

  1. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  2. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Tell Me Lyrics - Aashiq al-Rasul
  4. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka Lyrics - Naat Lyrics
  5. Naat by Hazrat Umar ibn Al-Khattab “Al-Faruq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  6. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri
  8. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. You Lyrics - Sami Yusuf
  10. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  11. Open Your Eyes Lyrics - Maher Zain
  12. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  13. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  14. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  15. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Heal the World Lyrics - Zain Bhikha
  17. Tu Shah e Khubaan Tu Jaan e Janaan Lyrics - Milad Raza Qadri
  18. You Came To Me (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  19. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  20. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  21. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  22. Beautiful Brave Souls Lyrics - Gaith Adhami
  23. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  24. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem Lyrics - Naat Lyrics
  25. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

2 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x