Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics

(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2 ya gharibi ya hussain
Ya hussaina ya imamal mazlumeena ya hussaina ya imamal masumeena
Ya hussaina
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

1. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

2. Rab ki raza se jisne gardan katayi, deen-e- nabi ki jisne laaj bachayi
(Har ghar mei jiska farshe matam bicha hai) x2
Roti hai jiske gham mei sari khudaai
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

3. Mehman kar ke usko kufa bulaaya bayyat-e-yazid ka woh masla uthaaya
(Bole hussain kabhi mei naa karunga) x2
Sajde mei jisne apne sar ko kataya
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

4. Zehra aur haider jiska jhula jhulaye, khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye
(khaali sawaali jiske ghar se naa jaaye) x2
Hal min ki deta hai woh ban mei sadaayein
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

5. Akbar sa beta diya ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mei jiski kamaayi
(Ab bhi gawa hai uski shaam-e- gharibaa(n)) x2
Apne lahu se shamma dee(n) ki jalaayi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

6. Koyi naa dekha hamne aisa namaazi, deen-e-nabi pe jisne har shay’ lutayi
(Phool bahatar diye raahe khuda mei) x2
Sab kuch lutake kiya Allah ko raazi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

7. “Jawaad-o-Mesum” uska matam hai ghar ghar, roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar
(Phera gaya hai jiski gardan pe khanjar) x2
Chini gayi hai jiski behna ki chadar
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

8. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  2. Dua e Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  3. Wo Charag e Deen e Muhammadi Lyrics - Naat Lyrics
  4. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  5. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu Lyrics - Naat Lyrics
  6. Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Aaqa Lyrics - Abida Parveen
  8. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  10. Redemption Song Lyrics - Raef
  11. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  12. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  13. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Ya Rabbee Lyrics - Adam Ali
  15. Freedom Will Come Lyrics - Zain Bhikha
  16. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  17. Guide Me All the Way Lyrics - Maher Zain
  18. Kidhar Gaye Ammu Lyrics - Irfan Hussain
  19. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Masha Allah (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  21. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  22. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef
  23. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  24. Chalo Namaz Parhein Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  25. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x