Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics

(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2 ya gharibi ya hussain
Ya hussaina ya imamal mazlumeena ya hussaina ya imamal masumeena
Ya hussaina
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

1. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

2. Rab ki raza se jisne gardan katayi, deen-e- nabi ki jisne laaj bachayi
(Har ghar mei jiska farshe matam bicha hai) x2
Roti hai jiske gham mei sari khudaai
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

3. Mehman kar ke usko kufa bulaaya bayyat-e-yazid ka woh masla uthaaya
(Bole hussain kabhi mei naa karunga) x2
Sajde mei jisne apne sar ko kataya
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

4. Zehra aur haider jiska jhula jhulaye, khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye
(khaali sawaali jiske ghar se naa jaaye) x2
Hal min ki deta hai woh ban mei sadaayein
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

5. Akbar sa beta diya ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mei jiski kamaayi
(Ab bhi gawa hai uski shaam-e- gharibaa(n)) x2
Apne lahu se shamma dee(n) ki jalaayi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

6. Koyi naa dekha hamne aisa namaazi, deen-e-nabi pe jisne har shay’ lutayi
(Phool bahatar diye raahe khuda mei) x2
Sab kuch lutake kiya Allah ko raazi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

7. “Jawaad-o-Mesum” uska matam hai ghar ghar, roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar
(Phera gaya hai jiski gardan pe khanjar) x2
Chini gayi hai jiski behna ki chadar
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

8. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  4. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  5. Ya Nabi Lyrics - Sami Yusuf
  6. Mera Asghar Kafi Hai Lyrics - Shahid Baltistani
  7. 99 Names of Muhammad Lyrics - Beautiful Names
  8. Karbobala Bismillah Lyrics - Voices Of Passion
  9. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  10. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. I Promise Lyrics - Harris J.
  12. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  14. Mercy to Mankind Lyrics - Native Deen
  15. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  16. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  17. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  18. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi
  19. Ali Hamara Hai Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Peace & Blessings Lyrics - Raef
  21. Climb With Me Lyrics - Gaith Adhami
  22. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  23. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  24. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  25. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x