Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Maula Ali (AS) Lyrics

(Ya maula Ali) x8

(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x3

1. (Nabiyon ney pukaara mushkil mein) x2
Har dard ka haider maan Ali.

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

2. Pathar mein alam gara jisne
(jisko hai khuda ka sheyr kaha) x2
Damaad-e-Nabi hai maula Ali
(jise haider-o-safdar laqab mila) x2
Hai dunya main zeeshan Ali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

3. Mimbar pey bulaa kar Ahmed ney
(man kunto maula jisko kaha) x2
Jiska bhi hoon ab main maula
(meray baad hai uska Ali maula) x2
Jise Allah say talwar mili
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

4. Socho to zara aie Musalmano
(roze mein us par waar kiya) x2
Jo shohar-e-Fatema Zehra tha
(usko masjid main qatl kiya) x2
Hai Ahmed ka dil-o-jaan Ali
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

5. Pathar me alam gara jisne
(jisko hai Khuda ka shair kaha) x2
Damaad-e-Nabi hai maula Ali
(jise haider o safdar laqab mila) x2
Hai dunya mein zeeshan Ali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

6. Mehman bula kar kufe me
(Imam Hassan ko zehr diya) x2
Jo god-e-Nabi main kheyla tha
(usko masjid mein zibha kiya) x2
Haay roti rahi Zehra ki kali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

7. Ik ujra kafela pyaason ka
(jab lekar Zainab Shaam gayi) x2
Main paak Ali ki beti hoon
(roro kar Zainab kehti rahi) x2
Ab koi nahi hai chara ghar
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

8. “Mehboob” ne likha hai nawha
(roro ke sunata hai “Mesum”) x2
Zainab ye duain karti hai
(ghar ghar Shabbir ka ho matam) x2

Har shaks pukaarega ik din
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Haay mere jaan Ali

(ya maula Ali) x12

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Rahman Ramazan Lyrics - Aamir Liaquat
  2. Bewaa Ka Sahara Lyrics - Irfan Hussain
  3. Ya Zal Jalali Wal Ikram Lyrics - Urdu Hamds
  4. Noor Wala Aaya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  6. Ahl Al Bayt Lyrics - Nader Khan
  7. Jashn e Millad Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  8. Mera Sehreyan Wala Akber Lyrics - Dhamani Sisters
  9. Dar-e-Nabi Par Para Rahoon Ga Lyrics - Hooria Rafiq
  10. Ilahi Teri Chokhat Per Bhikari Ban Ker Aya Hoon Lyrics - Junaid Jamshed
  11. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  12. I’ve Seen Lyrics - Outlandish
  13. A Thousand Times Lyrics - Sami Yusuf
  14. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  15. Qasidah Burdah Lyrics - Labbayk
  16. Do Bar Namaz Shaheed Hui Lyrics - Qurban Jafri
  17. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  18. Ramadhan Lyrics - Labbayk
  19. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  20. Tera Naam Virde Zubaan Rahay Lyrics - Milad Raza Qadri
  21. Saaeein Mawla Lyrics - Fez Meghani
  22. Idhar Hazaron Nabi o Mursal Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  23. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  24. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf
  25. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of

7 Comments
Newest
Oldest Most Voted
7
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x