Koun Hai Aie Sarwar E Deen Lyrics
Kaun heh eh sarware deen, teray jaisa koun hai?
Juztay resham, suduha ki, shaan wala koun hai?
Yeh to hai aaqa tumharay naam hi ki barkatein
Hum faqeeroon ko wagarna bheek deta koun hai?
Tu kareem e do jahan hai mein faqeer e na taman
Tujh sa data koun hai ore mujh sa mangta koun hai?
Sadqa apnay ladloon ka aik rehmat ki nazar
Rehmatoon walay Nabi mera sahara kon hai?
Laj walay laj rakhna tera kehlata houn main
Mujh say baykas benawa mangtay ka data kon hai?
Haath say daman na chootay Mustafa ki aal ka
Is gharanay kay ilawa, mera tera koun hai?
Yaad ker Zahid makan say lamakan ka woh safar
Kis ka dam sidra pay touta, aagay pounhcha koun hei?
Panjtan ka naam lewa houn koi mujrim nahin
Duniya walo unsay aala unsay acha kon hei?
Naam lewa houn Nabi ka ore Nabi ki aal ka
Koi batlaye Niyazi mujh say acha kon heh?
Na’at Information
Artist: Milad Raza Qadri
Album: Taskeen-e-Rooh-o-Dil


i luv all milad raza qadri naats and my friends
u r just da best naat khwan
masha allah i love dis naat its ma favourite
keep it up
your voice is good masshallah god bless u
all your naat are the best but this is a vey beautifyl naat
ohhh so sweet naat, you are very lucky i love your naats
i love your naats i read this naat at a mehfil and everyone was proud of me!!!!!!!!!!!!!!i am in love wiv your naats xx
I Love Dis Naat and all of Milad Raza Qadri naats
Masha Allah beautyful have no words to express my feelings for this naat simply awesum! am in love with it..SubHan Allah! <3<3<3