Mazagh Nigahon Nein Lyrics
Mazagh nigahon nei, kiya jadoo jagaya hai x2
Khud say bhi mujhay ab to, baygana banaya hay x2
Un noori labhoon per to, har lamha tabassum hay x2
Humein inhi adaoon nay, dewana banaaya hai x2
Mazagh nigahoon nain, kya jaadu jagaaya hay
Kya kiya nazar aaya hay, uss ayk hee jalway may x2
Shab mayri ko ulfat ka, paymana banaya hay x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay
Maikhar ki ab mujhko, wallah nahee haajat x2
Jaam ishq ka tu nay jo, bhar bar kay pilaya hay x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay
May khaanay may hay hal chal, mahshar ka hay kyoon manzar x2
Saaki nay rukhay anwar say, parda utaya hay x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay
Taybah ki hawaon main, kya hoob hiraam unka x2
Iss chaal nay har dil ko pagal sa banaaya hay x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay
Kya haal bataoon main, apni shab e hijra ka x2
Iss hijr ki aatish nay, dil khoob jalaaya hay x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay
Ik parda uthaoo naa ik jalwa dikhaoo na x2
Iss shawk e mohabat nay, har raat jagaya hai x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay
Shahr to nahin hargiz, tera yeh wali data x2
Usko to adab teri ulfat nai sikhaya hai x2
Mazagh Nigahon Nain, kya jaadu jagaaya hay.
Naat Information
Artist: Milad Raza Qadri
Album: Terey Hotey Janam Liya Hota
Submitted By: Sister Irum


mashallah beautifully recited love the voice alhamdulillah
i pray for all the dua’s you can proably ever ask forr
keep your imaan be strong and always recite more subhanallah my words cannot decribe of how beautifully this voice is mashallah this is the gift from above he muhammed milad raza qadri has it and uses it for the right reasons subhanallah mashallah actions nor words can decribe my love(AS A FAN) and strength for you
xxx
ameen
xxx
reallt nice naat luv it its really calming
can anyone tell me where could i download the mp3…plz..thank u…u r fabulous milad raza qadri…:)