Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics

sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam

Agar Koi Apna Bhala Chahta Hei
Usay chahay jisko, Khuda chahta hei
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam

Durood un pe bhejo, salaam un pey bhejo
Khuda ki kasam yeh khuda chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Khuda ki raza, Mustafa chahtey hain,
Khuda Mustafa ki, raza chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Fakiroon kay malja, yeh mangta tumhara
Madinay main thori sija chahta hei.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Banaley mujhey apna mehman Aaqa
Yeh har aik shaho ghada chahta hai.
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Karey khuld hasil Habib e Khuda ka,
Jo insaan kurbe Khuda chahta hai
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Agar koi apna bhala chahta hai
Usey chahi jisko, Khuda chahta hai
sallallahu `alayhi wa sallam
sallallahu `alayhi wa sallam.

Urdu Naat Information:

Naat Khwan: Mohammad Rehan Qureshi

  • dont want to say

    please someone upload lyrics to this naat Dil Madina Banaye Bethay Hain

  • ali khan

    ak dfa dill msroor ho jata hai .
    mashallah awaaz bhot hi pyaare hai.

  • MD Mehraj Quadri

    Mashallah nice n beatyful…!!

  • Nida Rehman

    its amazing n i proud 2 be a muslim nd we should be….!!!!!!!!!!!!!!!!

© 2012 IslamicLyrics.net. All rights reserved.
Created & Managed by Sayyid al-Mahdi. Proudly hosted by iMuslimz Network.