Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  2. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  3. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  4. The Power Lyrics - Maher Zain
  5. Believe Lyrics - Saif Adam
  6. So Soon Lyrics - Maher Zain
  7. Ya Nabi Salam Alaika Lyrics - Raihan
  8. Wedding Nasheed Lyrics - Labbayk
  9. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  10. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  11. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  12. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  14. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  15. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  16. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Adventure of Life Lyrics - Khaleel Muhammad
  18. Dardo Alam Ke Mare Lyrics - Naat Lyrics
  19. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  20. Qasidah Burdah Lyrics - Labbayk
  21. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Mere Aaqa Nigaah-e-Karam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Nas Teshbehlena Lyrics - Maher Zain
  24. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  25. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics - Abdul Rauf Rufi

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x