Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. We are here Lyrics - Aashiq al-Rasul
  3. Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Aicha Lyrics - Outlandish
  5. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  6. Missing You Lyrics - Ahmad Hussain
  7. Hum Hain Iltaja Wale Lyrics - Syed Altaf Shah Kazmi
  8. Alhubbu Yasood – ???? ???? Lyrics - Maher Zain
  9. Qasim Di Mehndi Agae Lyrics - Shahid Baltistani
  10. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  11. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  12. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. Tajdar e Haram Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  15. Treachery repeating in Kufa Lyrics - Voices Of Passion
  16. My Lord Lyrics - Native Deen
  17. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  19. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  20. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  22. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  23. Allah Lyrics - Shpend Limani
  24. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  25. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x