Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Praise & Glory Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  3. Jab Gumbad e Khazra Pe Woh Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Muhammad (Peace be upon him) Lyrics - Sami Yusuf
  5. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  6. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics
  7. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  8. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  9. Ellahi Lyrics - Zain Bhikha
  10. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  11. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  12. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  13. Upon Him Be Peace Lyrics - Fez Meghani
  14. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  15. Durood Shareef Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Always Be There Lyrics - Maher Zain
  17. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  18. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Zainab Ka Wasta Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  21. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  22. Imagine A Day Lyrics - Labbayk
  23. Peace Be Upon You Lyrics - Maher Zain
  24. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata Lyrics - Milad Raza Qadri
  25. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x