Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun Lyrics

Bay khud kiye detay hain, andaaz e hijabana
Aa dil mein tujhay rakh loon, aie jalwa e janana

Kyun aankh milayi thi, kyun aag lagayi thi
Ab rukh ko chupa baithay, ker kay mujhay deewana.

Jee chahata hai touhfay mein behjoun main unhein aakhein
Kay darshan ka to darshan ho, nazranay ka nazrana.

Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayee thi
Ab rukh ko chupa baitha kar key mujhay dewana.

Peenay ko to pee loun ga per arz zara si hai
Kay ajmer ka saaqi ho, baghdad ka maikhana.

Bedam meri kismat mein sajday hain usi ghar kay
Chota hai na choutay ga sang e dar e janana.

Aa dil main tujhe rakh loun….

Na’at Lyrics Information:

Naat Khawan: Owais Raza Qadri

  • Aayeshajabeen

    SUBHANALLAH KYA KHOOB NAAT PESH KI AAPNE

  • saifkhan

    mashaallah

  • mudassir

    jazakallah owais bhai

  • NOMI JUTT

    SUBHANLLAH

    • ashfaq

      masha allah

  • M.akhtar

    tmam snakhanon ko itni lambi umr day k wo sirf srkar ki naataian partay rahain. ameen

  • sumair shah

    subhanalla mola hussain ki nazar-e-karam se

  • naqash

    subhanallah

  • shakeel

    khuda sab ko eshiq -e-rasool aata famaey

  • sameer

    Aslamoalaikum,
    Please send me Lyrics of naat.
    plz mail all naat lyrics of gous pak

  • huma

    da naat ba za sunga oram

  • sahiba

    plz mail all qata (sms)huzoor,gaus pak.

  • http://WWW.GHAZIEMILLAT.COM ASHRAFI

    Allah Akbar, What a kalaam written by Hazrat Bedam Warsi r.a, absolutely great work.

  • areeb

    Jazakallah

  • sayed moin

    plz mail all naat lyrics of gous pak

  • USMAN RIAZ

    Aslamoalaikum,

    Please send me Lyrics of naat.

    “Chan charhiya Amina Day Lal da” by Kareem sultan OR Owais raza qadri

© 2012 IslamicLyrics.net. All rights reserved.
Created & Managed by Sayyid al-Mahdi. Proudly hosted by iMuslimz Network.