Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
Jab waqt e nazah aye deedar aata karna

Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
Rusva e zamana houn daman mein chupa lena
Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Chehre se ziya payee in chand sitaaron nay
Us dar say shifa paaye dukh dard kay maaron ne
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaan hi inki ke saaya bhi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna


More Islamic Lyrics

  1. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Main Lajpalan De Lar Lagiyan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. All It Takes Lyrics - Fez Meghani
  4. Ya Muhawwin Lyrics - Hamza Namira
  5. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  6. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  7. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  8. Believe (Acoustic Version) Lyrics - Saif Adam
  9. It’s a Game Lyrics - Sami Yusuf
  10. Pearl Lyrics - Sami Yusuf
  11. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  12. A New Day Lyrics - Labbayk
  13. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  14. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  15. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf
  16. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  17. Shab E Tareh Lyrics - Shahid Baltistani
  18. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  19. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  20. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  21. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  22. Sallou Lyrics - Sami Yusuf
  23. You Lyrics - Sami Yusuf
  24. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  25. Allah Knows Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x