Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae Noor e Khuda aakar ankhoon mein sama jana
Ya dar pe bula lena ya khawab main aa jana
Ae parda nasheen dil ke parde mein raha kerna
Jab waqt e nazah aye deedar aata karna

Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Main qabr andheri mein ghabraoon ga jab tanha
Imdaad meri karnay aajana meray aaqa
Roshan meri turbath ko aie noor e Khuda kerna
Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Mujrim hoon jahaan bhar ka mehshar mein bharam rakhna
Rusva e zamana houn daman mein chupa lena
Maqbool yeh aarz meri lillah zara kerna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Aie sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Chehre se ziya payee in chand sitaaron nay
Us dar say shifa paaye dukh dard kay maaron ne
Aataa hai unhein sabir har dukh ki dawa karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Mehboob Ilaahi sa koyi na haseen dekha
Ye shaan hi inki ke saaya bhi nahin dekha
Allah nay saaye ko chaha na judah karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna

Ae sabz gumbad wale manzoor dua karna
Jab waqt e nazah aye deedar ataa karna


More Islamic Lyrics

  1. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  3. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  4. Allahu Lyrics - Nader Khan
  5. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  6. Theraawo Sawaari Lyrics - Mesum Abbas
  7. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar
  8. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  10. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  11. Forgive Me Lyrics - Maher Zain
  12. Jannah Lyrics - Maher Zain
  13. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  14. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  15. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  16. Selam Sana (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  17. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  18. Open Your Eyes Lyrics - Labbayk
  19. I’m So Sorry Lyrics - Irfan Makki
  20. Together We Pray Lyrics - Labbayk
  21. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah
  22. Asma Allah Lyrics - Sami Yusuf
  23. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  24. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  25. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

180 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
180
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x