Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Yahi baat hum nay barhon say suni hai,
Na ho banagi gar to kia zindagi hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,
Baras ja, baras ja, baras ja, baras ja,
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai,
Gunahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Nahi pass husn-e-amal meray Mola,
Nazar meri tere karam per lagi hai,
Gunahoon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ubaid-e-Raza naikyon say hai khali,
Gunaahon mein hasil ise bartari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Lab-e-Mustafa say khudaya suna day,
Ubaid-e-Raza naar se tu bari hai

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,

Madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  2. Allahu Lyrics - Labbayk
  3. Tanam Farsooda Jaan Para Lyrics - Zulfiqar Ali
  4. Jeena Hain Mushkil Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Rab Farmaya Mahbooba Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  7. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  8. Kaun Hai Sarwar E Deen Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. 25 Prophets Lyrics - Zain Bhikha
  10. Aur Sham E Gharibaan Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.) Lyrics - Old Lyrics
  13. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  15. Beautiful World Lyrics - Noor
  16. Tera Naam Virde Zubaan Rahay Lyrics - Milad Raza Qadri
  17. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  18. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  19. Ew’idooni Lyrics - Hamza Namira
  20. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  21. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  22. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  23. SubhanAllah Lyrics - Native Deen
  24. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa Lyrics - Hooria Rafiq
  25. Sari Gelin Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

21 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
21
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x