Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Yahi baat hum nay barhon say suni hai,
Na ho banagi gar to kia zindagi hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,
Baras ja, baras ja, baras ja, baras ja,
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai,
Gunahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Nahi pass husn-e-amal meray Mola,
Nazar meri tere karam per lagi hai,
Gunahoon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ubaid-e-Raza naikyon say hai khali,
Gunaahon mein hasil ise bartari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Lab-e-Mustafa say khudaya suna day,
Ubaid-e-Raza naar se tu bari hai

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,

Madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  2. Bismillah Lyrics - Native Deen
  3. Aa Gaey Sarkar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  5. Amma Nee Amma Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  7. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  8. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. Forgotten Promises Lyrics - Sami Yusuf
  10. Ma?aallah (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  11. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  12. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson
  13. Ameen Kaho Bacho Lyrics - Mesum Abbas
  14. Aicha Lyrics - Outlandish
  15. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  16. This Man Lyrics - Tom Robertson
  17. You Are The One Lyrics - Raef
  18. Noor Wala Aya Hai Lyrics - Farhan Ali Qadri
  19. Ala Bi Dhikrika Lyrics - Sami Yusuf
  20. Greatest One Lyrics - Native Deen
  21. Mabrook Lyrics - Irfan Makki
  22. Never Forget Lyrics - Sami Yusuf
  23. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  24. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  25. Heart of Homs Lyrics - Gaith Adhami

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

21 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
21
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x