Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Yahi baat hum nay barhon say suni hai,
Na ho banagi gar to kia zindagi hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,
Baras ja, baras ja, baras ja, baras ja,
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai,
Gunahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Nahi pass husn-e-amal meray Mola,
Nazar meri tere karam per lagi hai,
Gunahoon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ubaid-e-Raza naikyon say hai khali,
Gunaahon mein hasil ise bartari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Lab-e-Mustafa say khudaya suna day,
Ubaid-e-Raza naar se tu bari hai

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,

Madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  3. Take My Hand Lyrics - Nader Khan
  4. Qabu Mein Nahin Rehtay Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  5. Change our Hearts Lyrics - Abdullah Rolle
  6. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  7. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  8. Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Agaey Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. Assalamu Alayka Lyrics - Maher Zain
  10. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  11. Proclaim The Oneness Of Allah Lyrics - Hafiz Mizan
  12. Your Mercy Lyrics - Raef
  13. Day of Eid Lyrics - Labbayk
  14. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  16. Milad Ki Ratiyan Dhoom Yeh Thi Lyrics - Muhammad Afzal Noshahi
  17. Free Lyrics - Sami Yusuf
  18. The Lord of the Worlds Lyrics - Labbayk
  19. Tuntunku KepadaMu Lyrics - Maher Zain
  20. Ya Syedi Ya Mustafa Lyrics - Syeda Amber Saleem
  21. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Palestine Lyrics - Irfan Makki
  23. My Beloved Lyrics - Ahmad Hussain
  24. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  25. Allahu Lyrics - Irfan Makki

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

21 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
21
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x