Likh raha hoon naat e sarwar, sabz gunbad dekh ker
Kaif tari hai kalam per, sabz gunbaad dekh kar.

Hai muqadar yavri per, sabz gunbaad deikh ker
Phir na kyun jhumay sana ger, sabz gunbad dekh ker.

Masjid e Nabvi pay puhnchay marhaba salle ala
Ho gaya jari zubaan per, sabz gunbad dekh kar.

App say bus, aap hee ko, mangta hai ya nabi
Aap ka adna sana gar, sabz gunbad dekh ker.

Aah aie Attar tujhsay itna bhi na ho saka
Jaan ker deta nichawar, sabz gunbad deikh kar.

Likh raha houn naat e sarwar, sabz gunbaad dekh ker
Keif tari hai qalam par, sabz gunbaad deikh ker.

  • Ahmad

    kaif tari ha kelem per likh raha hon naat e server sebz gumbed dakh ker masahAllah subhanAllah

  • allah knows

    i love islam;)

  • Syed Mohammed

    Jazak-Allah, Subahnallah kaash mujhe bhi ap k saat ek naath padhne ka mauka milta……

  • H.M.Anwar

    mashallah kiya awaz hy ap ki Qadri shab

  • bilal haassan

    mashaallah kya awas hai kya naat hai

  • kiran

    a very beautiful naat. Allah bless us all

  • aseem

    mashallah

  • Alhaj Owais Raza Qadri

    Jazzak Allah. I love Islam.

© 2012 IslamicLyrics.net. All rights reserved.
Created & Managed by Sayyid al-Mahdi. Proudly hosted by iMuslimz Network.