Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan

By: 

Al Wida Mahe Ramzan Lyrics

Aie reniyali shab qadr, aie mah e ramzan alwada
Biryahein furqat say jigar, aie mahe ramzan al wada.

Aankhoon say ab aanso bahein yeh dard hum kisko kahein
Tujh karni rotay rahein, aie mah e ramzan al wada.

Tu kuuch ka mara tabal, mujh sar para gham ka ajar
Yeh dukh kahoon kiskay agal, aie mah e ramadan al wada.

Kiya tha mubarak mah tu, saray baras ka shah tu
Rab ki dikhayi rah tu, aye mah e ramzaan alwada.

Hum tujh bina ab tal malein, teri muhabbat mein galay
Jeetay rahein to phir milein, aye mah e ramadaan alvada.

Tu aaye ga under jahan, hum howein gay shayad kahan
Bhetar qabr ya jagh mein aa, aye mah e ramdaan al vada.

Dil ka meray sultan tu, mujh per kiya ehsaan tu
Din tees ka mehman tu, aye mah e ramazan alwada.

Muj dil mein tera dard hai, tujh karni rukh zard hai
Tan lagha ro dam sard hai, aye mah e ramzan alwada.

Roshan hoyi thi masjida, kush tar bhichaye masnada
Qur’an parhtay hafiza, aye mah e ramzan alwada.

Ummat bhiter bheja tujhay, dozakh agan tujhsay bujhay
Taqwa hai tujh upper mujhay, aye mah e ramzaan alvida.

Rozay say mukh per noor hay, tan kahini say dur hai
Dil sabr say mamoor hai, aye mah e ramzaan al vida.

Tha deen ka tujh mein maza, tu ho chala hum say juda
Sab momina tujh per fida, aye mah e ramzaan alvada.

Jab mah giyara jayein gay, ramzan mubarak aayein gay
Jinkay naseeb woh payein gay, aye mah e ramzaan alwada.

Suna huwa sansar sabh, baki rahein din char ab
Baihosh ho kehtay hain sab, aye mah e ramzaan alwada.

Hum tujh bina ab tal malein, teri muhabbat mein galay
Jeetay rahein to phir milein, aye mah e ramadaan alvada.

Tan beeich hairani ahay, aankhoon say nit pani bahay
Ro ro Yatimala kahay, aie mah e ramzaan alvada.

Naat Information
Recited By: Qari Mohammed Rizwan
Album: Not Available


More Islamic Lyrics

  1. Ya Hanah Lyrics - Hamza Namira
  2. Qabu Mein Nahin Rehtay Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  3. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  4. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Hazri Abbass Ki Lyrics - Dhamani Sisters
  6. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri
  7. Dukh Duniya De Kera Lende Paa Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  8. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  9. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  10. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics - Owais Raza Qadri
  11. Don’t Wanna Be Afraid No More Lyrics - Noor
  12. Good Life Lyrics - Harris J.
  13. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle
  14. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  15. Tajdaar-e-Haram (Salaam) Lyrics - Milad Raza Qadri
  16. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani
  17. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha
  18. Ik Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai Lyrics - Naat Lyrics
  19. Ya Taiba Lyrics - Various Artists
  20. True Love Lyrics - Maher Zain
  21. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  22. Nas Teshbehlena Lyrics - Maher Zain
  23. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters
  24. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  25. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul

COMMENTS

Subscribe
Notify of

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x