Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani

By: 

Be Khata Mara Gaya Lyrics

Ya Hassan x6

Bay Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan-e-Sabaz-e-Qaba x3

1. Zehr se tukre jigar, khoon say kafan laal huwa
Wa Hassan-e-sabz-e-qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

2. Khun ugalte huwe bhayi ko behan ne dekha
or tarap ker ye kaha x2
Teri gurbat pe ay bhayi teri Zainab ho fidaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

3. Maa ke dukh se abhi azad kahan thi zainab
hogaya kaisa gazab x2
Baap zinda na raha Bhayi suwe khuld gaya wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

4. Ker diya Zahr-e-hala hal ne Jigar ke tukre
Aur Qasim ke liye x2
Kamsini me hai ye gham Sham-e-gharibi jaisa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

5. Ghar se ik baar janaza jo nikal jata hai
kab wo phir aata hain x2
Aisa taboot hai ye lot ke jo ghar ayaa wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

6. Sheh ne us wakht jo Ghazi ko na roka hota
hashr ho jata bapaa x2
teer aate na janaze pe tumhare Maula wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

7. Sheh ko Rehan baraadar kaa jigar yaad aya
jab se karbobala x2
Tukde Qassim ke utha te huwe maula ne kaha wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba
Be Khata Mara gaya Sibte Rasool-e-dosara wa Hassan -e-Sabaz-e-Qaba x2

Urdu Nuha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Salam Alaikum Lyrics - Harris J.
  2. Ay Kufey Waalo Mein Zainab (A.S) Hoon Lyrics - Irfan Hussain
  3. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  5. Aa Palat Aa Aye Hussain (A.S) Lyrics - Irfan Hussain
  6. Zainab Ka Wasta Lyrics - Dhamani Sisters
  7. Treachery repeating in Kufa Lyrics - Voices Of Passion
  8. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  9. The Chosen One Lyrics - Maher Zain
  10. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo Lyrics - Urdu Hamds
  11. Isn’t It So Funny Lyrics - Labbayk
  12. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  13. Insya Allah (Malay) Lyrics - Maher Zain
  14. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson
  15. Every Day Lyrics - Tom Robertson
  16. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Shahaada [English Version] Lyrics - Fez Meghani
  18. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  19. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  20. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  21. Eid Song Lyrics - Sami Yusuf
  22. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  23. Heartbeat Lyrics - Zain Bhikha
  24. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  25. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists

COMMENTS

Subscribe
Notify of

11 Comments
Newest
Oldest Most Voted
11
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x