Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2 An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
An Nabi Ya Halireen, Iilamoo Ilmal Yaqeen x2 Anna Rabbal Aalameen, Wa Rala Salla Alaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
Kaabe Ke Badrud Duja, Tum Pay Karodon Durood Tayba Ke Shamsud Duha, Tum Pe Karodon Durood Kaabe Ke Badrud Duja, Tum Pay Karodon Durood Tayba Ke Shamsud Duha, Tum Pe Karodon Durood Shafiye Roze Jaza, Tum Pe Karodon Durood x2 Dafiye Jumla Bala, Tum Pe Karodon Durood
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah
An Nabi Ya Man Halar, An Nabi Khairul Bashar x2 Man Lahu Shaqqul Qamar, Wa Nazil Sallim Alaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
Dil Karo Thandha Mera Wo, Kafe Pa Chaand Sa Seene Pe Rakdho Zara, Tum Pe Karodon Durood Zaat Hui Intikhab, Wasf Hue La Jawab Naam Hua Mustafa, Tum Pe Karodon Durood.
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah.
An Nabi Dhakal Uroos, Dhikruhu Yuhyin Nufoos x2 An Nasaara Wal Majoos, Aslamoo Ala Yadaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
Be Hunar Be Tameez, Kiske Hue Hain Azeez Ik Tumare Siwa, Tum Pe Karodon Durood Aas Hai Koi Na Paas, Ik Tumaari Hai Aas Bas Hai Yahin Aasra, Tum Pe Karodon Durood.
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah.
Seena Ke Hai Daag Daag, Kehdo Karen Baag Baag, Tayba Se Aake Saba, Tum Pe Karodon Durood.
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah.
An Nabiyyul Mustafa, Ibn Zamzam Was Safa x2 Man Taa’la Sharafa, Kulluhum Salla Alaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
Tum Se Jahan Ka Nizaam, Tum Pe salam Durood x2 Tum Pe Karodon Sana, Tum Pe Karodon Durood Tum Ho Jawado Kareem, Tum Ho Rawoofo Raheem, Bheek Ho Data Ataa, Tum Pe Karodon Durood Khalq Ke Haakim Ho Tum, Rizq Ke Qaasim Ho Tum Tum Se Mila Jo Mila, Tum Pe Karodon Durood Nafii Wo Dafii Ho Tum, Shaafii Wo Rafii Ho Tum Tum Se Bas Afzon Khuda, – Tum Pe Karodon Durood Shaafee Wo Naafee Ho Tum, Kaafee Wo Daafee Ho Tum Dard Ko Kardo Dawa, Tum Pe Karodon Durood x2
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah x2
Barse Karam Ki Bharan, Bhoole Niam Ke Chaman Aysi Chala Do Hawa, Tum Pe Karodon Durood Kiyoon Kahoon Be Kas Hoon Main, Kiyoon Kahon Bay Bas Hun Main Tum Ho Main Tum Pe Fida, Tum Pe Karodon Durood x2
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah.
An Nabi Dhaakal Maleeh, Qawaluhu Qawlu Saheeh x2 Wal Quran Shaiun Faseeh, Alladee Unzil Alaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah, Kullu Man Salla Alaih x2
Karke Tumare Gunaah, Manghe Tumaari Panaa, Tum Kaho Daaman Men Aa, Tum Pe Karodon Durood, Ham Ne Khata Men Na Ki, Tum Ne Ataa Men Na Ki, Koi Kamee Sarwara, Tum Pe Karodon Durood. Aankh Ata Keejiye, Us Men Ziya Deejiye, Jalwa Qareeb Aagaya, Tum Pe Karodon Durood Kaam Woh Lay Leejiye, Tumko Jo Raazee Kare, Theek Ho Naame Raza, Tum Pe Karodon Durood x2
Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah, Ya Habeeballah Ya Habeeballah.
Wal Hasan Tummal Husain, Lin Nabi Raihaanatain x2 Fathima Qurrathu Ayn, Jadduhum Sallo Alaih x2
An Nabi Sallo Alaih, Salawathullah Alaih x2 Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih x2