Alwida Alwida Mahe Ramzan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

By: 

Alwada Alvida Mahe Ramzan Lyrics

Alvida Alvida Mahe Ramzan
Alwida Alwida Alvida Hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Din teray aanay say motbar thay,
Noor mein dubay shaam o sehar they.
Teray janay say dil ro raha hai,
Mah e Ramzan bas alvida hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramazan bass alwida hai.

Sehri iftar qir’at tarawi,
Aur azaan e namazein o tasbeeh.
Yeh saman noori tujh say mila hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mahe Ramadan bass alwida hai.

Rehmatoon ka tu pegham laya,
barkatoon ka tu inaam laya.
Rutba aala o afzal tera hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramadhan bas alwida hai.

Jaam rehmat kay tunay pilaye,
Gul muradoon kay tuney khilaye.
Tu juda hum say ab ho raha hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramdhan bas alwida hai.

Humko baykal tu paye ga kab tak,
Gar rahe zinda aglay baras tak.
Phir milein gay jo huqmay khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramadhaan bass alwida hai.

Chal diya hai tu jo Rab ki janib,
Ahl e Imaan kay purnam hain Qalib.
Qalb e Ishrat bhi gham say bhara hai,
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvida Hai, Mah e Ramazaan bass alwida hai.

Humko bekal tu payega tab tak
Gar rahay zinda agle baras tak.
Phir milengay jo huqm e Khuda hai
Mah e Ramzan bas alwada hai.

Alwada Alwida Alvada Hai, Mah e Ramzan bas alwida hai.

Na’at Lyrics Information:
Naat Khawan: Syed Fasihuddin Soharwardi


More Islamic Lyrics

  1. Balady Ya Balady Lyrics - Hamza Namira
  2. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Lyrics - Zulfiqar Ali
  3. Baraka Allahu Lakuma Lyrics - Maher Zain
  4. No Word Is Worthy Lyrics - Sami Yusuf
  5. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  6. Insha Allah (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  7. Generous Peace (Arabic) Lyrics - Kareem Salama
  8. I Turn To You Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Don’t Talk To Me About Muhammad Lyrics - Dawud Wharnsby
  10. Ya Ali Ya Hussain Lyrics - Nadeem Sarwar
  11. Our Creation Lyrics - Tom Robertson
  12. Peace Lyrics - Abdullah Rolle
  13. Ya Mustafa Lyrics - Adam Ali
  14. Maqsad e Aalam e Hayaat e Nabi Lyrics - Naat Lyrics
  15. Dil Madinah Mera Bana Aaqa Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  17. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  18. The Centre Lyrics - Sami Yusuf
  19. That Moment He Smiled Lyrics - Zain Bhikha
  20. Do Bar Namaz Shaheed Hui Lyrics - Qurban Jafri
  21. Lughat Al’Aalam Lyrics - Humood Alkhudher
  22. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  23. Falak Kay Nazaaro Lyrics - Abid Qadri
  24. Jalwa e Jaana Lyrics - Junaid Jamshed
  25. Durood e Taj Lyrics - Durood Shareef

COMMENTS

Subscribe
Notify of

59 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
59
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x