Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics
Balaghal Ula Bi Kamalihi, Kashafad Duja Bi Jamalihi,
Hasunat Jameeu Khisalihi, Sallo Alaihi Wa aalihi.
Main Behak Sakoon Yeh Majaal Kiya, Mera Rahmnuma Koi Aur Hai,
Mujhe Khoob Jaan Lein Manzilein, Ye Shikasta Pa Koi Aur Hai.
Jo Tumhari Jali Se Muttasilm, Hai Sutho Ke Picche Khajil Khajil,
Nahi Main Nahin Woh Marize Dil, Na Meray Siwa Koi Aur Hua.
Meri Iltija Hai Yeh Dosto, Kabhi Tum Jo Soove Haram Chalo,
To Bana ke Sarko Qadam Chalo, Ke Yeh Rasta Koi Aur Hai.
Hai Tujhe Khabar Shahe Einoaan, Meri Wajhe Raahate Qalbo Jaan,
Na Tere Siwa Koi Aur Tha, Na Tere Siwa Koi Aur Hai.
Ye Ghuman Tha Kahin Saal Say, Yeh Yaqeen Hai Kahin Roz Se,
Meray Dil Se Ghumbad e Sabz Ka, Yeh Muamla Koi Aur Hai.
Main Jo Door Arze Haram Se Tha, Hoi Khulde Gosh Haseen Sada,
Hai Isi Mein Majide Be Nawa, Ke Yeh Kaafila Koi Aur Hai.
Nasheed Information:
Singer: Syed Fasihuddin Soharwardi
very beautiful naat main nai yeh naat prhi laikn bhot mushkl hai
its too much superb mashallah
G mashallah my cntct03226234972
Mashallah your contact number is not superb.
but nice try
Massallah bht achi nat ha i like it
Subhanallah, Its a very beautifull Naat.
MashAllah bht he pyari naat hai bht skon milta hai is naat ko parh kay…
Syed Fasih ud Din Soherwardi has say this Naat e Maqbool in very beautiful way. I appreciate to him. May Allah Bless him. Aameein
Subhan allha …mashaallha
Mashallah
Ap s.a.w ki har naat hi tareef e bayan say bala hay , kahan say alfaaz laaon bayan karnay k liye, jis nay b likhi, parhi aur sunni Allah tabarak wa tallah Ap alehisalaat o wasalam k saday qabool karay aur ajar day amewn
Mashallah very good naat
Mashallah very good naat Nice meaning of this naat
mashallah ,subhanallah
Masha Allah. Nice kalam
It was first written by Ahmed Raza khan bravo.
It was first written by Ahmed Raza khan bralvi
Comment Text*
Masha Allah.
From: Mahar G.
Beautiful Naat mashallah