Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa

By: 

Aay Rubbay Jahan Punjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics

Ae Rabbe jahan punjtan e paak ka sadqa
Iss qoum ka daman gham e shabir say bhar day.

Bachoon ko aata ker Ali Asghar ka tabassum
Burhoon ko Habib Ibn e Mazahir ki nazar day.

Kamsin ko milay walwalaye auno Muhammad
Har eik jawan ko Ali Akbar ka jigar day.

Maoon ko sikha saniy e Zahra ka saliqa
Behnoon ko Sakina ki dua’oon ka asar day.

Maula tujhay Zainab ki asiri ki qasam hai
Bay jurm asiroon ko rahai ki khabar day.

Jo chadar e Zainab ki azadar hain mola
Mehfooz rahein aisi khawateen kay parday.

Jo deen kay kam aayein woh aulad aata ker
Jo majlisay Shabir ki khatir ho woh ghar day.

Muflis pay zaro lal jawahir ki ho barish
Maqrooz ka har karz ada ghaib say ker day.

Gham koi na day humko siwa e gham e Shabir
Shabir ka gham bant raha hai to idhar dey.

Aie Rab e jahan panjtan e pak ka sadqa
Is kom ka daman gham e shabir say bhar day.


More Islamic Lyrics

  1. Jannah
  2. Freedom
  3. My People
  4. Mera Sehreyan Wala Akber
  5. Aye Khuda
  6. Wah Kiya Joodo Karam
  7. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  8. That Moment He Smiled
  9. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem
  10. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2]
  11. O Muhammed
  12. To Guide You Home
  13. The Passing Traveller
  14. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
  15. Main Madine Chala
  16. Don’t Wanna Be Afraid No More
  17. Peace & Blessings
  18. Amma Nee Amma
  19. Go
  20. Do Bar Namaz Shaheed Hui
  21. Who I Am
  22. Balaghal Ula Bekamaalaihi
  23. It’s Jumuah “Friday”
  24. Believe
  25. Look Into My Eyes

15 thoughts on “Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa”

    • MashaAllah Ya Maula Ali Mushkil kusha Madad
      Allahhuma salle Allah Muhammad walle Muhammad
      Labaik ya Hussain a.s
      Labaik ya Hussain a.s

      Reply
  1. Ae Rabbe jahan punjtan e paak ka sadqa
    Iss qoum ka daman gham e shabir say bhar day.

    Bachoon ko aata ker Ali Asghar ka tabassum
    Burhoon ko Habib Ibn e Mazahir ki nazar day.

    Kamsin ko milay walwalaye auno Muhammad
    Har eik jawan ko Ali Akbar ka jigar day.

    Maoon ko sikha saniy e Zahra ka saliqa
    Behnoon ko Sakina ki dua’oon ka asar day.

    Maula tujhay Zainab ki asiri ki qasam hai
    Bay jurm asiroon ko rahai ki khabar day.

    Jo chadar e Zainab ki azadar hain mola
    Mehfooz rahein aisi khawateen kay parday.

    Jo deen kay kam aayein woh aulad aata ker
    Jo majlisay Shabir ki khatir ho woh ghar day.

    Muflis pay zaro lal jawahir ki ho barish
    Maqrooz ka har karz ada ghaib say ker day.

    Gham koi na day humko siwa e gham e Shabir
    Shabir ka gham bant raha hai to idhar dey.

    Aie Rab e jahan panjtan e pak ka sadqa
    Is kom ka daman gham e shabir say bhar day.

    Reply
  2. Ae Rabbe jahan punjtan e paak ka sadqa
    Iss qoum ka daman gham e shabir say bhar day.

    Bachoon ko aata ker Ali Asghar ka tabassum
    Burhoon ko Habib Ibn e Mazahir ki nazar day.

    Kamsin ko milay walwalaye auno Muhammad
    Har eik jawan ko Ali Akbar ka jigar day.
    Tariq Jamil

    Maoon ko sikha saniy e Zahra ka saliqa
    Behnoon ko Sakina ki dua’oon ka asar day.

    Maula tujhay Zainab ki asiri ki qasam hai
    Bay jurm asiroon ko rahai ki khabar day.

    Jo chadar e Zainab ki azadar hain mola
    Mehfooz rahein aisi khawateen kay parday.

    Jo deen kay kam aayein woh aulad aata ker
    Jo majlisay Shabir ki khatir ho woh ghar day.

    Muflis pay zaro lal jawahir ki ho barish
    Maqrooz ka har karz ada ghaib say ker day.

    Gham koi na day humko siwa e gham e Shabir
    Shabir ka gham bant raha hai to idhar dey.

    Aie Rab e jahan panjtan e pak ka sadqa
    Is kom ka daman gham e shabir say bhar day.

    Reply

Leave a Comment