Bekhud Kiye Dete Hain

By: 

Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah
Allaho Allahoo Allaho Allaho Allahho Allah

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayi thee
Kyun aag lagayee thi…
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana.

Bekhud Kiye Dete Hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kay
Sajday hain usi dar kay…
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon
Main shikway kiye jaoon…
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka
Yeh josh hai masti ka…
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…

Maloom nahin baydam mein kon houn aur kiya hoon
Mein kon houn aur kiya hoon…
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana.

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.

Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah
Allaho Allahoo Allaho Allaho Allahho Allah


More Islamic Lyrics

  1. Ze Eshqat
  2. Ya Hayyu Ya Qayyum
  3. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye
  4. Ya RasoolAllah Karam
  5. Makes Me Crazy
  6. Naseeba Khol Dae Mera
  7. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi
  8. The Lord of the Worlds
  9. Ya Taiba
  10. One Day
  11. The Way of Love
  12. Aur Sham E Gharibaan
  13. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad
  14. Fikr E Iqbal
  15. Karam Kay Aashiyanay Ki
  16. My Faith My Voice
  17. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai
  18. We At War Baby
  19. Meditation
  20. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
  21. Heaven
  22. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai
  23. Khayal
  24. The Song of Rebellion
  25. Our Earth

57 thoughts on “Bekhud Kiye Dete Hain”

  1. mashallah i really lyk dis naat…
    its well nyyyyyccc :)
    xxxxx its obviousli read by sooo many naat readers, bu i realli lyk Yusuf memon’z voice wen he reads dis, its realli beautiful. u shud check it owt on Utube.
    xxx

    Reply
  2. jab hijab uthe hai, jab salik deedar-e-illah se musaaraf hota hai to woh khud ko buljata hai… Isi haqeeqat to labjo
    ke motiyo mein piroya hai Bedam Shahab ne.This is marvellous

    Reply
  3. Hazrat Bedam Shah Warsi Siraj-ul-Shoara kay laqab say sufi shaeri main mumtaz hoey . ye kalam Sarkar Bedam Shah nay apnay murshad Hazrat Haji Hafiz Qari Syed Waris Ali Shah ke Shan-e-Mohabbat main ada keya hay.

    Reply
  4. NAJDI TERI KISMAT MAI JANNAT TO NAHI LIKHI…
    JANNAT MAI TO JAEGE…
    JANNAT MAI TO JAEGE SARKAAR K DEEWANE.!
    AA DIL MAI TUJHE RAKHLO…

    Reply
  5. wa zkurima  rabbika wa tabatal ilahi tabteela
    Aur jab Allah ka zikar karoo tu sb kuch bhool jaoo (sb kuch choor kar uss ka zikar karoo)
    aur jab koi sb kuch bhool kar choor kar Allah ka zikar karta ha tu iss ayat mubarka ka jo Surat Muzammil main ha ka meaning samjh ata ha
    aur phir wo BE-KHUD HOJATA HA

    Reply
  6. another one of my favorite line in this naat:

    Jis Jah (place) nazar aate ho, Sajde wohin karta hoon
    Jis jahh nazar aate ho…….

    (here is a slight powerful variation in this first line from Sheikh ul Islam Dr. Tahir ul Qadri)
    “Jis RAHH SE GUZARTE ho, sajde wohin karta hoon”

    Iss se nahin kuch matlab, Kaaba ho ya Buttkhana 

    Reply
  7. peene k to pee lunga par arz zara si hai, pine ko to pee lunga par arz zara si hai
    ajmer ka saki ho, baghdad ka maikhana,
    aa dil me tujhe rakhloo……..

    Reply
  8. Ji chahta hai Tohfe me… De dun Unhe Do ankhein…..
    Ji chahta hai Tohfe me… De dun Unhe Do ankhein……..
    Darshan ka to Darshan ho…
    Darshan ka to Darshan ho……

    NAJRANE ka NAJRANA…….
    Aa dil me tujhe rakh loonnnn,…..

    Reply
  9. SUBHANALLAH amir bhai ap bht lucky hain jo ALLAH ny apko is qabil banaya k ap us k HABIB ki tareef kr saky warna aj kal ye sadat bht kam logo ko naseeb hy ALLAH anpny pyare nabi HAZRAT MOHAMMAD (P.B.U.H) k sadqy humare gunaaho ko muaf farmaye (ameen)

    Reply
  10. Dunya mein mujhe tunee jb apna banaya hai
    Dunya mein mujhe tunee jb apna banaya hai
    .
    .
    mehsar mein v keh dena
    ye hai mera deewana…………((@.@))

    Reply
  11. Na falak, na chand tare, na saher, na raat hoti
    Na Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka jamal hota, na ye kainaat hoti.

    Reply
  12. jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho……./
    jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho……./
    is nhi kuch matlab kaba ho ya budkhana………./

    Reply
  13. Rasool e pak ke shan e hidayat to zara dekho….rasool e pak ke shan e hidayat to zara dekho k zulm sehte chale jate hai magar dhaya nahi karee…

    Reply
  14. jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho………..
    jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho…….
    is nhi kuch matlab kaba ho ya budkhana……….

    Ji chahta hai Tohfe me… bheju Unhe Do ankhein…..
    Ji chahta hai Tohfe me… bheju Unhe Do ankhein……..
    Darshan ka to Darshan ho…najrane ka njrana……….
    Darshan ka to Darshan ho….najrane ka najrana….
    Aa dil me tujhe rakh loonnnn,…..

    peene k to pee lunga par arz zara si hai,
    pine ko to pee lunga par arz zara si hai
    ajmer ka saki ho, baghdad ka mey khana
    aa dil me tujhe rakhloo……..

    Zahid meri kismat mein ..sajday hain usi dar kay

    Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.

    Reply
  15. Khaate HAI tere dar KA…
    Peete HAI tere dar KA….

    Paani HAI tera paani….
    Daana HAI tera daana…

    Aa DIL ME tujhe rakhlu ye jalwye jaanana

    Reply
  16. Yeh kalam e Bedam shah warsi shab hai…..aur y line yu hai k…..bedam meri kismat mai sajde hain isi dar ke…chuta hai na chute ga sng e dare janana…….isme Zahid ka takhallus ku istemaal kia gya hai?

    Reply

Leave a Comment