Bekhud Kiye Dete Hain Lyrics
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah
Allaho Allahoo Allaho Allaho Allahho Allah
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…
Kyun aankh milayee thi, kyoon aag lagayi thee
Kyun aag lagayee thi…
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana.
Bekhud Kiye Dete Hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…
Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kay
Sajday hain usi dar kay…
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…
Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon
Main shikway kiye jaoon…
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana.
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…
Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka
Yeh josh hai masti ka…
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana.
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah…
Maloom nahin baydam mein kon houn aur kiya hoon
Mein kon houn aur kiya hoon…
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana.
Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana.
Allaho Allahoo Allah, Allaho Allahoo Allah
Allaho Allahoo Allaho Allaho Allahho Allah
mashaallah aamir bhai kia khob parhe ho
another one of my favorite line in this naat:
Jis Jah (place) nazar aate ho, Sajde wohin karta hoon
Jis jahh nazar aate ho…….
(here is a slight powerful variation in this first line from Sheikh ul Islam Dr. Tahir ul Qadri)
“Jis RAHH SE GUZARTE ho, sajde wohin karta hoon”
Iss se nahin kuch matlab, Kaaba ho ya Buttkhana
masha allha
good work mashallah
peene k to pee lunga par arz zara si hai, pine ko to pee lunga par arz zara si hai
ajmer ka saki ho, baghdad ka maikhana,
aa dil me tujhe rakhloo……..
subhanallah…………
Massallah… kya baat hai.. these are one of the endangered gems that needs to be preserved..
Ji chahta hai Tohfe me… De dun Unhe Do ankhein…..
Ji chahta hai Tohfe me… De dun Unhe Do ankhein……..
Darshan ka to Darshan ho…
Darshan ka to Darshan ho……
NAJRANE ka NAJRANA…….
Aa dil me tujhe rakh loonnnn,…..
SUBHANALLAH amir bhai ap bht lucky hain jo ALLAH ny apko is qabil banaya k ap us k HABIB ki tareef kr saky warna aj kal ye sadat bht kam logo ko naseeb hy ALLAH anpny pyare nabi HAZRAT MOHAMMAD (P.B.U.H) k sadqy humare gunaaho ko muaf farmaye (ameen)
subhanallah
excellent, tahedil diloun ko chunewala kalaam, it is better to post complete naat
I love dis naat.
Masha Allah bahut khoobsurat naat he Allah apki umr daraj kare
Dunya mein mujhe tunee jb apna banaya hai
Dunya mein mujhe tunee jb apna banaya hai
.
.
mehsar mein v keh dena
ye hai mera deewana…………((@.@))
Na falak, na chand tare, na saher, na raat hoti
Na Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ka jamal hota, na ye kainaat hoti.
jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho……./
jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho……./
is nhi kuch matlab kaba ho ya budkhana………./
Rasool e pak ke shan e hidayat to zara dekho….rasool e pak ke shan e hidayat to zara dekho k zulm sehte chale jate hai magar dhaya nahi karee…
Karte
jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho………..
jis jaan nazar ate ho sajedey wahin karta ho…….
is nhi kuch matlab kaba ho ya budkhana……….
Ji chahta hai Tohfe me… bheju Unhe Do ankhein…..
Ji chahta hai Tohfe me… bheju Unhe Do ankhein……..
Darshan ka to Darshan ho…najrane ka njrana……….
Darshan ka to Darshan ho….najrane ka najrana….
Aa dil me tujhe rakh loonnnn,…..
peene k to pee lunga par arz zara si hai,
pine ko to pee lunga par arz zara si hai
ajmer ka saki ho, baghdad ka mey khana
aa dil me tujhe rakhloo……..
Zahid meri kismat mein ..sajday hain usi dar kay
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.
Khaate HAI tere dar KA…
Peete HAI tere dar KA….
Paani HAI tera paani….
Daana HAI tera daana…
Aa DIL ME tujhe rakhlu ye jalwye jaanana
SubhanAllha.
SubhanAllha. .
MashAllha
MashAllha