Iman Ramzan Lyrics - Aamir Liaquat

By: 

Iman Ramzan | Iman Hai Ramadan Lyrics


Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah

Momin ka musalman ka, iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan, ramzan, iman ramdan.

Aamid hai teri aamid e quran ka ailan
Teray liye mehboob e khuda ka hai yeh farman
Amid say teri dakhil e zindan hai shitan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tohid teri shan hai ramadan,
Eman hai Ramzan

Tu aaye to barhta hai azanoon ka taranum
Har dil mein utar jata hai quraan ka taqalum
Sajdoon ka namazoon ka dil o jaan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay tuheed teri shaan hai ramazan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Muflis ka masaqeen ka tu rizq rasaan hai
Tuj jaisa koi gayarah maheenon mein kahan hai
Goya kay tu hee surah e rehman hai ramazan

Iman hai Ramzan

Kiya noor ki barsat nazar aati hai har soon
Pheli hai teray aanay say quran ki khushboo
Haan aalim e islam pay ahsan hai ramzan

Iman hai Ramadan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Aamir tujhay har parah e quraan ki qasam hai
Iman o aaqeday ka yeh ramzan bharam hai
Aie dehnay Muhammad teri muskaan hai ramadan

Iman hai Ramazan
Momin ka musalman ka iman hai ramzan
Aie parchamay toheed teri shaan hai ramadan,
Iman hai Ramzan
Ramazan ramazan iman ramdan

Lyrics Information:
Recited By: Doctor Aamir Liaquat
Written By: Not Available
Produced By: Geo TV


More Islamic Lyrics

  1. Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  2. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  3. Nur ‘Ala Nur Lyrics - Aashiq al-Rasul
  4. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  5. Nibhalo Tum Ya Rasoolallah Lyrics - Naat Lyrics
  6. Mountains of Makkah Lyrics - Zain Bhikha
  7. Insha Allah (Turkish Version – ?n?allah) Lyrics - Maher Zain
  8. Mujh Pey Be Chashme Karam Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  9. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  11. Oh Lord Lyrics - Abdullah Rolle
  12. He is One Lyrics - Tom Robertson
  13. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  14. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  15. Ya Rabbee Lyrics - Adam Ali
  16. Allah’s Watching Me Lyrics - Asif Choudhury
  17. Dunya Ke Ay Musafir Lyrics - Labbayk
  18. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Ay Shaam E Gharibaan Lyrics - Mesum Abbas
  20. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  21. Hold My Hand Lyrics - Maher Zain
  22. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Ban Ke Saa’el Lyrics - Farhan Ali Qadri
  24. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  25. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

56 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
56
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x