Lab Pe Naat e Nabi Ka

By: 

Lab Pay Naat-e-Nabi(Sal Allaho Alehi Wasallam) Ka Lyrics


Lab Pe Naat-e-Nabi(Sal Allaho Alehi Wasallam) Ka Nagma Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai.
Lab Par Naat e Nabi (SAW) Ka Naghma, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.
Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai.
Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Aur Kisi Janib Kyun jayein, Aur Kisi Ko Kyun Dekhain,
Aur Kisi Janib Kyu Jaa Ain Aur Kisi Ko Kyun Dekhain,
Apna Sub Kuch Ghumbad E Khizra, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai,
Apna Sub Kuch Ghumbad E Khizra Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai.

Pasth Woh Kaisay Ho Sakta Hai, Jis Ko Haq Nai Buland Kia,
Pasth Wo Kaisai Ho Sakta Hai, Jiss Ko Haq Nay Buland Kia
Dono Jahaan Main Unka Charcha, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Dono Jahan Mai Unka Charcha Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Fikr Nahin Hai Hum Ko Kuch Bhi Dukh Ki Dhup Kari To Kya
Fikr Nahi Hai Hum Ko Kuch Bhi Dukh Ki Dhup Kari To Kya
Hum Per Unkay Fazal Ka Saya, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Hum Per Un-kay Fazal Ka Sayaa Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Batlado Guhstakha e Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Ko Ghairat Muslim Zinda Hai
Batlado Guhsta Khai Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Ko Ghairat E Muslim Zinda Hai
Un Per Mar Mit Nay Ka Jazba Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Deen Per Mar Mit Nay Ka Jazba Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Sab Ho Aaye unkay dar say, Ja Na Saka To Eik Sabhi
Sab Ho Aaye unkay dar say, Ja Na Saka To Eik Sabhi
Yeh Ke Eik Tasweer E Tamana, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai
Yeh Ke Eik Tasweer E Tamana, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai.

Lab Par Naat e Pak Ka Nagma, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai,
Meray Nabi (Sal Allaho Alehi Wasallam) Sai Mera Rishta, Kal Bhi Tah Aur Aaj Bhi Hai.

Urdu Naat Lyrics & Video Information
Artist: Dr. Aamir Liaquat
Naat: Lab par naat e Nabi ka naghma


More Islamic Lyrics

  1. Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana
  2. Give Thanks To Allah
  3. Alhubbu Yasood – الحب يسود
  4. Taiba Ke Jane Wale
  5. Hum Hain Iltaja Wale
  6. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.)
  7. When I Grow Up
  8. Inna Fil Jannati
  9. Tamanna
  10. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  11. Muhammad (P.B.U.H)
  12. Every Morning
  13. Meri Zanjeer Na Kehncho
  14. Ramadan (Malay – Bahasa Version)
  15. The Song of Rebellion
  16. Khorasan
  17. Hear Your Call
  18. Doori
  19. Little Girl
  20. Never Forget
  21. Salutation
  22. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2]
  23. Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain
  24. Your Beauty
  25. Fragile World

35 thoughts on “Lab Pe Naat e Nabi Ka”

  1. shaan-e-nabi hamesha gaate sunate raihna kyun ke dil ko sukun aur eman ko majbute atta hote hai aur shaan-e-nabi mujhe mail karna

    Reply
  2. ASSALAMUNALEYKUM

    YOUR NAAT IS SLO BEAUTIFUL IT IS SO LOVELY THAT IT MAKES A PERSON GET CALM WHENEVER THEY ARE SAD OR SOMETHING MASHALLAH I LOVE THIS NAAT YOU ARE THE GREATEST. SUBHANALLAH

    Reply
  3. SALAAM amir bhai mashallah ALLAH apko aur apki family ko apni hifzo aman main rakhay U R REALLY TRUE ASHIQ E MOHAMMAED SAWAS it shows ur for SAYYED UL KONEN HAZRAT MOHAMMAD SAWAS and ur voice touches the heart when u say BATLADO GUSTAKH E NABBI KO GAIRAT E MUSLIM ZINDA HAI I M UR BIGGEST FAN IN WHOLE WORLD

    Reply
  4. assalamwalykum. mashallha i like very much this salam mein to panje tan ka gulman hu .allah tala hum sab musalmano ko islam ki rah par chalne ki tufiq ata farma aur hum sab ko pacho waqt ka namizi bana.AMEEEEEEEN

    Reply
  5. i love this naat superhitl. i have heard the artist read this naat front of me live and it was amazing. zinda baad ashiqe e mustafa!!!

    Reply
  6. This Naat is very beautiful..Aslaam-u-alikum I am a big fan of aamir leaqek sahib and this is my favorite nath.A heart touching naat regarding Shab e Mairaj. Listening naats really change ur life from inside. It is one of the best resource to enhance your love for our beloved Prophet Muhammad sallAllaho Alihe wasallam. Act upon Islam, Love Muhammad sall Allaho Alihe wasallam to get Allah.

    Reply

Leave a Comment