Ramadan Assalam

By: 

Ramzan Assalam | Ramzan Asalam | Mehmaan Ramadan Lyrics

Assalam, Asalam, Asalaam, Aasalam
Air remat e azeem kay mehman assalam
Quran kay nazool kay saman asalam,
Ramzan Assalam, Aie Ramzan Asalam.

Anwar e mustafa ka ujala liye huey
Humday khuda ka saath hawala liye huway.
Tu aagaya hai aie mah e zeshaan assalam.
Ramadan Assalam, Aie Ramazan Asalam.

Kyun na tujhay salaam karein arsh ore zameen
Teray sabab say sajdoon main jhuknay lagein jabeen


Juzdaan mein rahay nahin Quran assalam
Ramadaan Assalam, Aie Ramdan Asalam.

Punjgana ho namaz kay har jo zakat ho
Hum sab rajoh kerat hain rehman ki taraf
Lekin karam ki had hai yeh Rab e Kareem ki
Ramzan chal kay aata hai insaan ki taraf

Phir masjidoon main ronakein aabad ho gayein
Bholi hoyi aabadatein phir yaad ho gayein
Hum per bara hai tera yeh ehsan asalam
Ramaadan Assalam, Aie Ramazan Asalam.

Sad shuker teray saath hai, pegham e eid bhi
Yani kay teray baad hai rozay saeed bhi
Kehtay hai tujh ko Aamir or Rehan asaalam
Ramadan Assalam, Aie Ramzan Asalam.

Lyrics Information:
Recited By: Doctor Aamir Liaquat
Written By: Not Available
Produced By: Geo TV


More Islamic Lyrics

  1. Aye Khuda
  2. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan
  3. Allahu Allah
  4. You Are The One
  5. Naat by Hazrat Uthman ibn Affan “Ghani” (R.A.)
  6. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo
  7. Who Is The Love One
  8. Oh Allah
  9. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai
  10. Haider Haider
  11. O’ My Lord
  12. Saaeein Mawla
  13. Aaya Kamli Wala
  14. 99 Names of Allah
  15. Mera Dil Badal De
  16. Inquilab Inquilab
  17. Allah Made Everything
  18. Kamil Hai Jo Azal Se
  19. Terengganu
  20. It’s Jumuah “Friday”
  21. Main Lajpalan De Lar Lagiyan
  22. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
  23. Dunya Ke Ay Musafir
  24. Balady Ya Balady
  25. The Way of Love

61 thoughts on “Ramadan Assalam”

  1. appriciate able performance,really excellent
    mazrat k sath kh rahi hn k ya naat ni hy,i thnk its a poem!
    plz correct ur’s mistake.

    Reply
  2. AOA FREND!! ND DR!! HOPE AP LOG IS SAAL SAAB ROZAIN REHAIN GAI ND APNI DUAOON MAI MUJAY ZAROOR REHKIAA GA… AUR DUA KRYAI GA MUJAY APNA SAAB SA PYARA DOST MIL JAI

    Reply
  3. ASSALAMUALAIKUM AAMIR UNCLE!!!!!!! Thank you for writing this beautiful Naseed. I wanted to ask you that are you Sunni or Shia? Well I am Sunni. Take care and keep up with the good works! Salaam!

    PEACE AND JOY!!!!!!!!!

    Reply
  4. hi asalamualaikum, eid mubarak 2 u aamir uncle
    i have read everysingle one of ur naats so far, recently i read ramazan hay rehmaan at a naat sharif and 2morrow i will be reading ramadhan asalam at a milad!
    wish me luck
    luv all ur naats
    keep it up

    Reply

Leave a Comment