Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain Lyrics
Syed Ne Karbala Mein Waadhe Nibha Diye Hai,
Deen E Muhammadiee Ke Gulshan Kilya Diye Hai.
Bole Hussain Maula, Teri Raza Ki Khaatir,
Ikh Ikh Kar Ke Maine Heereh Luta Diye Hai.
Deen-E-Nabi Pe Waari, Akbar Ne Bhi Jawaani,
Abbas Ne Bhi Apne Bazoo Kata Diye.
Zainab Ke Baag Mein Bhi Do Pool Teh Mehkhateh,
Zainab Ne Wo Bhi Donoh Raah-E-Khuda Diye Hai.
Zahra Ke Naaz Paaleh, Jooloh Pe Soneh Wale,
Karbala Ki Haak Mein Wo Heereh Luta Gaye Hai.
Bakhshish Hai Unki Laazim, Syed Ke Gham Mein Hafiz,
Do Chaar Ansoo Roh Kar Jisne Baha Diye Hai.
Syed Ne Karbala Mein Waadhe Nibha Diye Hai,
Deen-E-Muhammadi Ke Gulshan Kilya Diye Hai.
Naat Information
Type: Manqabat
Na’at Reciter: Abdul Rauf Rufi
i luv dis Naat v v v much SUBHAN ALLAH
Whenever I think of Imam HUSSAIN this naat comes to my mind
Ya, it comes to mind IMMEDIATLELY.
i realy love nd like this Naat ITS spiritual
this naat is touching my soul
This naath is very touching If u understand what it says……. it makes us/me realise how many sacrifices were made for us THE UMMAH! And we take it for advantage….. and we think by making small sacrifices we think it a such a big sacrifice.
Well all I am going to say is now….make small sacrifices like do zikr remember the prophet, allah ,syed hasnain (AS) and lets build our love for the prophet.
INSHALLAH!
yeah….u r rite n i fully agree 2 it
SUBHANALLAH . . . .
SUBHANALLAH
V.good roofi sahab you are working hard for publishing the islam
can someone write up a translation please?
i luv dis naat/manqabat
MASHA’ALLAH its beaytiful
i read dis a few years ago in mosque with my friends
So heart touching
this naat is really spiritual and it touches my heart and soul Subhaanallah!!!
mashallah lovely naat
Hussain(rz) jaisa shaheede Azam jahan me koi hua nahi hai
Churi ke neeche gala hai lekin zubaan per koi gila nahi hai
Hussain Zindabad…Yazeed Murdabad
very very very good naat
namaaz karbobala mein jaisi wo parh gaye hain shaheed e aazam jahaan mein aisi namaaz daanish kabhi kisi ne padha nahin hai
khoon se din ka chirag jalaya HUSSAIN ne, rasme wafa ko khub nibhaya HUSSAIN ne, aise namaaz koun padhega jaha me SAJDA kiya sar na utaya HUSSAIN ne…
jeker deen ilm vich honda,
taan sir neeze kyun charde hooooo.
je kuch mulan hisaab sedha kar de,
taan kheme tanbu kyun jalte hooo,
jekar man de baya Rasooli,
taan paani band kyun karte hooo
har saadiq deen tena da baaho
jo sir qurbaani karte hooo…………………..
jeker deen ilm vich honda
taan sir neeze kyun charh de hoo
je kuch mulan hissab sedha kar de
taan kheme tambo kyun jalte hoo
jeker man de baya Rasooli
taan paani kyun band karte hoo
har saadiq deen tenha da b baahu
jo sar qurbaani karte hoo…………………
assalamualaikum,aap ki voice bahoot pyari hai dil mai utter jate hai mai jab bhi ye naat sunte ho………dua ki guzarish ………………………
assalamo alikum aap ka noha bohot aacha hai
Masha Allah
SUbhan Allah <3
ITS A GREAT MANQABAT SUBHANALLAH
I like this naat very much…
i like naat
mashallah
Thank You Fatima
i like this naat
I like this naat very very very much…
Islam ki laj rakhi hi husen r a ne
sar de diya lekin hath Nahi diya
Can you please send me English translation for aane walo yeh toh batao shehar madina kaisa hai
MASHAALLAH.
THANKS.
I like this naat e shariff very much .
Because I give life to Ahle Bait
Ya moula Ali Ya Aqua Husain
Gulam hain hum tumhare appke nalain
Mubarak hamare ankho pe rahe hamesha
Ameen Ameen…..
Masha allah
Awesome..
SubhanAllah…
Mashallah g Kya bat ha
Can i have naat on SAABA JO AEE HEIN KARBALA SE PLZ
Mashallah ek Bohat he khoobsurat mankabat
Masha ALLAH
masha allah bahot hi acchi mankabat hai bhai
Masha allah, Subhan Allah
MasHallam i love Allah
Dear Islamic lyrics Site,
you have posted wrong lyrics of the Naat. Kindly correct the fourth rubai of the naat.
Zahra ke Naaz Paale Phoolon Pe Soonay Waale
Karbal Ki Khaak Main Woh Heere Rula Diye Hain.
Thanks!
nyc naat
Mashaallah Mashallha subhanallha
its just nt big deal naat is naat and its beautiful naat
Mashallah bahut khoob
sarkar hoge raazi ussey bhi sunlo hafiz
do chaar aansu rokar jisne baha diye hai..
touched me