Falak Kay Nazaaro

By: 

Falak Kay Nazaaro Lyrics


Falak ke nazaro zameen ki baharo,
Sub Eidein manao Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Uttho bay karao, chalo bay saharo,
khabar ye sunao Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Anokha niraala woh zee shaan ayaa,
Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa,

Aray baadshaho aray kaj kula’ho,
Nigahein jhukao Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Sama hai sana e Habeeb e Khuda ka,
Yeh Milad hai Sarwaray Ambiya ka,
Nabi kay gadao, sab eik doosray ko,
Mubarak yeh sunao, Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra,
Ujaala ujaala, sawera sawera,
Halima ko pohnchi khabar Aaminah ki,
mere ghar main khair ul wara agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Kahaan mai Zahuri, kahaan unki batein,
Karam hi karam hain, ye din aur ratein,
Jahaan pay bhi jaao, dilaun ko jagao,
yah kehtay hi jaao, Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ke,
fizaun mein naghmaat Salle’Alla ke,
Daroodaun ke gajrey salamaun ke tohfay,
Ghulamo sajaao, Huzoor agaye hain.

Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

Lyrics information
Artist: Hafiz Abid Qadri
Album: Noor Ka Jhanda Lehraya Hai
Production: QTV


More Islamic Lyrics

  1. Jashn e Millad
  2. Deen-il-Islam
  3. Merey Mola Mujhey Do Sahara
  4. Ammu Jannam
  5. Aaya Na Hoga Iss Tarha
  6. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain
  7. Jeena Hain Mushkil
  8. Ay Kufey Waalo Mein Zainab (A.S) Hoon
  9. Saaeein Mawla
  10. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  11. Never Forget
  12. The Key
  13. This Worldly Life Dunya
  14. Falling
  15. Barakah
  16. Believe (Acoustic Version)
  17. The Centre
  18. Your Mercy
  19. Khusravi Achi Lagi Na, Sarwari Achi Lagi
  20. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai
  21. The Song of Rebellion
  22. Al Malik
  23. Is It True
  24. Ya Rab Meri Soi
  25. Special

97 thoughts on “Falak Kay Nazaaro”

  1. ik wil een naatsharief van mohammed rafi als dat kan mailzo spoed mogelijk dat het kan
    door:ali hoebdar

    Dutch to English Translation by IslamicLyrics Team: I want a naatsharief of mohammed rafi as that can mailzo speed possible that it can
    through: ali hoebdar

    Reply
  2. nice i am hoesna i am speaking dutch this naat is greatt i am eleven year old i am singing this naat in the moskee maashallahh soenbhanallah

    Reply
  3. Hello this is Mohsin is here from Maurutius .

    Wow Mashallah the Lyrics is so Good and very appriciable but to use this lyrics in the very beautifull voice the one name is HAFIZ ABID QADRI. mashallah

    I request to the owners of the islamiclyrics.net to plz upload mare lyrics of HAFIZ ABID QADRI's naat with the vedio plz.

    Thanks
    Mohsin.

    Reply
  4. Mashallah this naat is so beautiful….God bless this person singing it and also bless all you guys for giving your time up to listen to it .
    Mashallah thanksz bye!
    x

    Reply
  5. masallah good job allah ke raha mai jitan ho shake nek kam karrna chaheye,,,yahi momin ki nishani hai,,aapne ek achchha blog banaya hai,,,dua mai yaad rakhkhe bhaijan

    Reply
  6. i love this allah is our creator and remember respect your parents or allah will be upset with you and mashallah brother you did a very hard job on that naat mashallah may allah reward you.

    Reply
  7. i tried reading along weith that naat and alhamdullillah when i look at the meaning i Almost every time end up emotioal with the aspects
    masha'allah i love it

    Reply
  8. After I listen to this naat-e-pak I deeply felt that not only every word..but every seperate letter is singing & jhooming with you….AND WHY NOT!! TI’S FOR THE ONLY ONE!!!! ALLAH ( SWT)’S TOP KNOTCH BELOVED NABI-E-PAK.  with  LOTS OF DUA for you & your family.   PLEASE….. keep us & our kids in your dua too.

    Reply
  9. this is phanominal its amazing its beutiful its fantastic its brilliant OMG it is like… the best naat eveeer!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

    Reply
  10. Falak ke nazaro zameen ki baharo,
    Sub Eidein manao Huzoor agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Uttho bay karao, chalo bay saharo,
    khabar ye sunao Huzoor agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Anokha niraala woh zee shaan ayaa,
    Woh saray Rasoolaun ka Sultan ayaa,

    Aray baadshaho aray kaj kula’ho,

    Nigahein jhukao Huzoor agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Sama hai sana e Habeeb e Khuda ka,
    Yeh Milad hai Sarwaray Ambiya ka,
    Nabi kay gadao, sab eik doosray ko,
    Mubarak yeh sunao, Huzoor agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Huwaa char su Rahmataun ka ba’sayra,
    Ujaala ujaala, sawera sawera,
    Halima ko pohnchi khabar Aaminah ki,
    mere ghar main khair ul wara agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Kahaan mai Zahuri, kahaan unki batein,
    Karam hi karam hain, ye din aur ratein,
    Jahaan pay bhi jaao, dilaun ko jagao,
    yah kehtay hi jaao, Huzoor agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Hawaun mein jazbaat hain Marhaba ke,
    fizaun mein naghmaat Salle’Alla ke,
    Daroodaun ke gajrey salamaun ke tohfay,
    Ghulamo sajaao, Huzoor agaye hain.

    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain,
    Huzoor agaye hain, Huzoor agaye hain.

    Lyrics are taken fromhttp://www.islamiclyrics.net/abid-qadri/falak-kay-nazaaro/

    Reply
  11. MashaAllah, subhanAllah. This is very beautiful naat sharif. This is the only one naat which i like the most.. Mari jaan o maal aap pai qurba Ya RasoolAllah s.a.w

    Reply
  12. Mashallah Mashallah bht pyri bht pyri nath hai mere nabi pe apne itni khubsurat nath padhi mere nabi ke sadke tuffel Mein apko Allah jazaye khairo barkat se malamal krde ameen

    Reply
    • Ma muhammad hamza qadri ho ma qtv per aana chahta ho aap pehlay meri naay sunao phir aap mujhay qtv par bulay thanks

      Reply
  13. Ma muhammad hamza shahzad ho ma qadri ho ma qtv per aana chahta ha pehlay aap meri naat sunay phir aap mujhay qtv per bulaythanks

    Reply
    • Huzoor could be interpret differently, basically Huzoor word is used for someone who you give respect to, who you think that person is respectable. For example, the word “Janab”, this word is also used for someone who you wanted to give respect. Same as Huzoor.

      Reply

Leave a Comment