Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3]

By: 

Mohammad Ke Shahar Main [Part 2-3] Lyrics


Due to high download requests… we have decided to share the mp3 download link of this Qawwali.
Download Link: CLICK HERE for Mohammad Ke Shehar Mein MP3

Part 1 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Part 3 Lyrics: Mohammed Ke Share Main

Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.

Nazaan hai jis pay husn woh husn-e-Rasool hai,
Yeh keh-kashaan to app kay kadmoon ki dhool hai,
Aye rehrawaan-e-shaukh, chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.

Begaana-e-irfaan ko, haqeeqat ki khabar kya,
Jo aapse waakif na ho, wo ahl-e-nazar kya,
Manzoor-e-nazar kaun hua iski khabar kya,
Woh fazl pay ajaye toh phir aib-o-hunar kya,
Kaamil ko darr-e-yaar ke sajdon say na roko,
Qurbaan jahan dil ho, wahan keemat-e-sarr kya
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.

Aao gunahgaaron chalo sarr kay ball chalen x2
Tauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein
Tauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein
Tauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein

Kadmon nay unke khaak ko kundan banadiya,
Kadmon ne unke khaak ko kundan banadiya.

[ Allama Sir Muhammad Iqbal’s Poem Verse ]

Teri nigaah say zaraay bhi mehr-o-maah banay,
Gadaye besar-o-samaan jahan panaah banay,
Huzoor hee kay karam nay mujhay tasalli dee,
Huzoor hee meray gham mein meri panaah banay,

Zamana wajd-kuna ab bhi unkay tauk mein hai (Regarding Ghar-e-Hira),
Jo koho-dusht kabhi teri jalwagah bane,
Wohi maqaam mohabbat ki jalwa-gaah banay,
Jahaan jahaan say woh guzre jahan jahan pohunchay.

Kadmon nay unke khaak ko kundan banadiya,
Kadmon ne unke khaak ko kundan banadiya,
Mitti bhi Keeniya hai, Mohammed ke shaher mein
Mitti bhi Keeniya hai, Mohammed ke shaher mein.

Sadqa lutaa raha hai, Khuda Unke naam ka, x2
Sona nikal raha hai, Mohammed ke shaher mein
Sona nikal raha hai, Mohammed ke shaher mein

Sab toh jhuke hain Khana-e-Kaaba ke saamne,
Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein

[ Maulana Ahmed Raza Khan Barelwi & Sufi Bismil Baba’s Poem Verses ]

Hajiyo aao Shahenshaah ka roza dekho,
Kaaba to dekh chuke Kaabe ka Kaaba dekho,
Madina woh hai ke Kabaa bhi sajda karta hai,
Kaaba khud Taiba ki janib jhukta lagta hai.

Kaabe ka Kaaba Sarkaar ka roza lagta hai.

Phool gulaab ka aapke chehre jaisa lagta hai,
Aur chamakta chaand Nabi ka talwa lagta hai.

Sab toh jhuke hain Khana-e-Kaaba ke saamne, x2
Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein
Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein.

Saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi,
Khicha kuch is niraali-shaan say naksha Mohammed ka,
Kay naqqash-e-azal bhi hogaya shaida Mohammed ka,
Koi kya dekhta aks-e-kadd-e-wala Mohammed ka,
Saraapa noor tha woh kaamat-e-zebaa Mohammed ka,
Issi baais nazar aata na tha sayaa Mohammed ka.

Saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka ajj bhi….. x2

Qawwali Information:
Qawwali: Mohammad Ke Shahar Main
Artist: Aslam Sabri
Music: Md. Tahir
Presenter: Sonic Enterprises

Other Parts of Qawwali:
Part 1 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Part 3 Lyrics: Mohammed Ke Share Main

Due to high download requests… we have decided to share the mp3 download link of this Qawwali.
Download Link: http://rapidshare.com/files/276915229/Mohammad-Ke-Shehar-Mein.mp3


More Islamic Lyrics

  1. No One Knows But Me
  2. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai
  3. Wherever You Are
  4. Silent Words
  5. Fire
  6. All For You
  7. Allah Remains
  8. Hansa
  9. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata
  10. So Soon
  11. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC)
  12. Hushed
  13. You’re There
  14. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola
  15. Salat al-Badriyya
  16. A Child’s Prayer
  17. Missing You
  18. Peace Be Upon You
  19. I’m Your Hope
  20. Our Earth
  21. Karam Kay Aashiyanay Ki
  22. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2]
  23. Marhaba Mustafa
  24. Aa Gaey Sarkar
  25. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan

83 thoughts on “Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3]”

  1. i like it ver good main na 25 years main pahli qwali ha jo bar bar listen ki ha so very good by sir Muhammad ki (PBUH) ki tariff that’s very very very good plz required mp3 mr. aslam sabri’s qwali plz plz

    Reply
  2. Once when we meet to Mr. Aslam Saabri, he just start the same then i find a Noor on his face…really this is a great “Peshkash” by him….i remember till now….

    Reply
  3. Assalaam alaikum

    all listener Masha Allah this qawali very very depth our feelings comesout important of words of mohammed sallallahu alai wosalum. very great lyrics. very never listen others qawali. thanks for Aslam Sabri. Jazak Allah Khair.

    kareem
    Jeddah K.S.A

    Reply
  4. I downloaded it and listen to it daily. The more I listen, I feel more relaxed and good. Masha Allah.

    Do remember me in your dua’s.

    Pasha

    Reply
  5. ZIDAGI IS KO SUNAY BAGAIR KHATMA HOJATI TO AFSOOS HI AFSOOS HOTA AISI ZINDAGI PAR.

    ALLAH KI AN GINATH RAHMATAY AAP SARKAAR PAR. AAMEEN.

    Reply
  6. ITS AMAZING I DONT HAVE WORDS TO EXPRESS. ALLAH TALA SE YEH DUA HAI KI HUM SUB KO NEKH AMAAL KARNE KI TOUFEQ ADA FARMAI AMEEN.
    AZEEM UDDIN

    RIYADH S.A

    Reply
    • Masaha allah. I have no words to say. its so good

      allah tala sab momin muslaman ki hifazat ata farmyae ameen suma ameen dua mai yaad rakai

      plz send part 3 soon

      Reply
  7. Nazaan hai jis pay husn woh husn-e-Rasool hai,
    Yeh keh-kashaan to app kay kadmoon ki dhool hai,
    Aye rehrawaan-e-shaukh, chalo sarr kay bal chalien.

    MASHA ALLAH, SALLU ALAIHE WA ALIHI

    Reply
  8. sir ji,

    iam impressed with this qawali KUDHA KA MEHASOOS KIYA HUMNE MASHA ALLHA APP KO KUDHA AUR THAKATH DE

    KUDHAHAFEES

    B.K.VENKATESH
    BANGALORE INDIA

    Reply
  9. Massa-Allah yeh bahoot Khubsoorat Hamd-sana ha me ise Qawwali ka naam nahi dunga.. Yeh aise Hamdo sana ha jo dil ke gehrai he nahi balke Samundar ke bhi gehrai tak pauch sakte ha.

    Reply
  10. aha aha dil gad gad ho gaya ji sunkar, hamare paas to aise shabd vakai mai nahi ki hum bayaan kar paaye jinhone bhi likhi, compose ki, aur gaai hai us samay zarur UPARWLE vanhi unke aas paas honge.

    Reply
  11. very devine quwali sang by Aslam Sabri

    lyrics are very high best (sorry i don't know much about lyrics) but the quwali is mind blowing

    thanks to the singer and group

    ritu kumari

    Reply
  12. hates of to aslam brothers. allah apko lambi umar de. ameen.
    har bad aqide k liye apne aisi qawali likhi hai k har 1 k saban se kuch baat nahi hai sarkar ki azmat sunne k bad.
    thanks for that. allah hafiz.

    Reply
    • Allah har muskil sabko musibat se dur kare ya mere molla mere parwardigar hum naki ki raah par chalne ke tufiq ata farma amin

      Reply
  13. Tanhayee ka behtreen ilaaj h ye qawaali …
    Bs apne kano m headfone lagao or kho jao Mohammad k shehr m

    Reply
  14. AAO GUNHAGARO CHALO SAR KE BAL CHALE, KYEON KE WAHAN SAR JHUKATE HAI AWLIYAA MOHAMMAD KE SHAHAR MEN………REALLY THE AWSOME LYRICS AND BEAUTIFULL VOICE OF ASLAM SAABRI…….SUBHANALLAH

    Reply
  15. Sab toh jhuke hain Khana-e-Kaaba ke saamne,
    Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein

    Kia Yeh shirk nahen yaani k Kaaba Allah ka ghar zameen par Nabi Sallallahu Alaihi Wasallam k shehe main jhuka huwa hay. NaaoozubiLLah kia jahalat aur shirk ki intiha hay. In qawwalon nay to deen ko mazaq aur gana ganay k liye bana dia hay. Quran aur mustanad riwayat ko chor kar qawwalion par jhoomtay hain.

    Reply
  16. If you indigence to bench faulty, you plan to squeal on bench decisive from a bodybuilding make use of in default into a skill. That means you cleave to to familiar the revitalize that allows you to enshrine the heaviest weight. Dave Tate insists on keeping your stony-broke cadre restrictive and keeping your poverty-stricken dorsum behind and lats contracted.

    Review each rep afterward and exhaust this feedback to reconstruct each expected rep. According to Tate, you should “obstruction bestial, supply up the elbows tucked, drive your heels into the carp concluded and shove your afflictive away from the bottleneck as you bustle”.

    Realistically your technique. Supervision ruggedness broadening like any strength development. Peerless mo = ‘modus operandi’ makes perfected presses.

    You be dressed to do it from and during the movement of again to ascertain your subdue method of benching.

    Reply

Leave a Comment