Mohammad Ke Shahar Main [Part 2-3] Lyrics
Due to high download requests… we have decided to share the mp3 download link of this Qawwali.
Download Link: CLICK HERE for Mohammad Ke Shehar Mein MP3
Part 1 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Part 3 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Nazaan hai jis pay husn woh husn-e-Rasool hai,
Yeh keh-kashaan to app kay kadmoon ki dhool hai,
Aye rehrawaan-e-shaukh, chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Begaana-e-irfaan ko, haqeeqat ki khabar kya,
Jo aapse waakif na ho, wo ahl-e-nazar kya,
Manzoor-e-nazar kaun hua iski khabar kya,
Woh fazl pay ajaye toh phir aib-o-hunar kya,
Kaamil ko darr-e-yaar ke sajdon say na roko,
Qurbaan jahan dil ho, wahan keemat-e-sarr kya
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Chalo sarr ke ball chalen, Chalo sarr kay bal chalien.
Aao gunahgaaron chalo sarr kay ball chalen x2
Tauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein
Tauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein
Tauba ka darr khula hai, Mohammed ke shaher mein
Kadmon nay unke khaak ko kundan banadiya,
Kadmon ne unke khaak ko kundan banadiya.
[ Allama Sir Muhammad Iqbal’s Poem Verse ]
Teri nigaah say zaraay bhi mehr-o-maah banay,
Gadaye besar-o-samaan jahan panaah banay,
Huzoor hee kay karam nay mujhay tasalli dee,
Huzoor hee meray gham mein meri panaah banay,
Zamana wajd-kuna ab bhi unkay tauk mein hai (Regarding Ghar-e-Hira),
Jo koho-dusht kabhi teri jalwagah bane,
Wohi maqaam mohabbat ki jalwa-gaah banay,
Jahaan jahaan say woh guzre jahan jahan pohunchay.
Kadmon nay unke khaak ko kundan banadiya,
Kadmon ne unke khaak ko kundan banadiya,
Mitti bhi Keeniya hai, Mohammed ke shaher mein
Mitti bhi Keeniya hai, Mohammed ke shaher mein.
Sadqa lutaa raha hai, Khuda Unke naam ka, x2
Sona nikal raha hai, Mohammed ke shaher mein
Sona nikal raha hai, Mohammed ke shaher mein
Sab toh jhuke hain Khana-e-Kaaba ke saamne,
Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein
[ Maulana Ahmed Raza Khan Barelwi & Sufi Bismil Baba’s Poem Verses ]
Hajiyo aao Shahenshaah ka roza dekho,
Kaaba to dekh chuke Kaabe ka Kaaba dekho,
Madina woh hai ke Kabaa bhi sajda karta hai,
Kaaba khud Taiba ki janib jhukta lagta hai.
Kaabe ka Kaaba Sarkaar ka roza lagta hai.
Phool gulaab ka aapke chehre jaisa lagta hai,
Aur chamakta chaand Nabi ka talwa lagta hai.
Sab toh jhuke hain Khana-e-Kaaba ke saamne, x2
Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein
Kaaba jhuka hua hai, Mohammed ke shaher mein.
Saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka aaj bhi,
Khicha kuch is niraali-shaan say naksha Mohammed ka,
Kay naqqash-e-azal bhi hogaya shaida Mohammed ka,
Koi kya dekhta aks-e-kadd-e-wala Mohammed ka,
Saraapa noor tha woh kaamat-e-zebaa Mohammed ka,
Issi baais nazar aata na tha sayaa Mohammed ka.
Saaya nahi hai gumbad-e-khizra ka ajj bhi….. x2
Qawwali Information:
Qawwali: Mohammad Ke Shahar Main
Artist: Aslam Sabri
Music: Md. Tahir
Presenter: Sonic Enterprises
Other Parts of Qawwali:
Part 1 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Part 3 Lyrics: Mohammed Ke Share Main
Due to high download requests… we have decided to share the mp3 download link of this Qawwali.
Download Link: http://rapidshare.com/files/276915229/Mohammad-Ke-Shehar-Mein.mp3
i like this qawwali very much
extrimly toooooooooooo goooooooooooooooooood i don`t have words to say thanx
Superb Qawwali.
Subhanallah,ultimate feeling comes when u listen
sir ji,
iam impressed with this qawali KUDHA KA MEHASOOS KIYA HUMNE MASHA ALLHA APP KO KUDHA AUR THAKATH DE
KUDHAHAFEES
B.K.VENKATESH
BANGALORE INDIA
please send me the full version of qawwali “MOHAMMAD KE SHAHER ME” of asalm sabri sahab.
Massa-Allah yeh bahoot Khubsoorat Hamd-sana ha me ise Qawwali ka naam nahi dunga.. Yeh aise Hamdo sana ha jo dil ke gehrai he nahi balke Samundar ke bhi gehrai tak pauch sakte ha.
TOOOOOOOOOOOOOO GOOOOOOOOOOOOOOOOOD
aha aha dil gad gad ho gaya ji sunkar, hamare paas to aise shabd vakai mai nahi ki hum bayaan kar paaye jinhone bhi likhi, compose ki, aur gaai hai us samay zarur UPARWLE vanhi unke aas paas honge.
One of the bests…
very devine quwwali sang by Aslam Ansari
bar bar sunane ka mann hota hai
Ritu Kumari
very devine quwali sang by Aslam Sabri
lyrics are very high best (sorry i don't know much about lyrics) but the quwali is mind blowing
thanks to the singer and group
ritu kumari
thanks …
but we want to listen as a naat shrif ….with out musical
i am vey ipressed this qwali i lek it .
masha allah qawwali ki duniya me iisse ahchi na ayi hai aur na ayegi bhut 2 shukriya
mashallah,,,bht bht bht achi qhawali hai,,,isse achi qhawali kahi nai hai……
Bht Bht Bht Bht Achi qhawali hai ………. isse achi qhawali kahhi nai hai
song as muje mail karo Plz
jhula jhulaon forward this song as soon as mail me mp3 version
Assalamualikum, i am very very satisfied to your kalam and songs,.
Mohammed Ahmed .
Hyderabad India.
any new naats realesed.
i love this qawali
masha allah……!! janab.
humare huzur ka kya kehna.shukriya aise qawwali k liye.