Hazir Hain Hazri Mein

By: 

Sun Lijiyeh Mola Sun Lijiyeh Aqa Lyrics

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x4)
Hazir hain haziri mei hazarow ki hal ata
Fariyaad hain hum par bhi karam kijiyeh aqa (x2)

Bhai Hassan Hussain kay woh jaaney murtaza
Abbas alamdaar woh saqayeh Sakina
Tarif unki kya karun kya mujey how sana
Sadqa unhi kay naam ka milta hain marhaba

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Jo hazarii Abbas alamdar ki karey
Allah uski muskile asaan sab karey

Din raat jo Abbas key naarey sey damb bharey
Kya gham usey duniya ka kisi sey woh kuy darey


Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Hain hazarii Abbas ki tashrif laayi yeh
Yane ali kay lal pey qurbaan jaahiyeh
Row kar adab key saath yeh parkar sunahi yeh
Sarkar aap ka hamey rowza dikha hiyeh

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Aqa ko aaj apni musibat sunawo tum
Pehley tow apni aankhow sey aansu bahawo tum
Roro kay aag aatishey ghum ki bhujawo tum
Dilmei unhi ki yaad ko mehemaan banawo tum

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Aik rowz jo mei majlisey Shabbir mei ghayi
Thi hazarii abbas alamdaar ki wahan
Jitna bhi dil mei ranj tha woh sarah mitghaya
Aakar kisi kaan mei chup kay sey yeh kahan

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x2)

Mei jawun lowt awun wahan jaa kay ab kay saal
Kadmow pey sar jhukawun wahan jaa kay ab kay saal
Mei hazarii manawun wahan jaa kay ab kay saal
Sab ko yahi sunawun wahan jaa kay ab kay saal

Sun lijiyeh mola Sun lijiyeh aqa (x4)

Lyrics Information
Recited By: Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Tajdar e Haram
  2. Falak Kay Nazaaro
  3. Adventure of Life
  4. Marhaba Mustafa
  5. Morning
  6. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki
  7. Is It True
  8. Fikr E Iqbal
  9. Kamle Wale Muhammed
  10. Tan Sadkay Mera Man Sadkay
  11. Fiyyashiyya
  12. Make a Prayer
  13. Ey Hasnain Ke Nana
  14. Al Ajal Al Ajal
  15. Ehlam Ma’aya
  16. You Are The One
  17. Tuntunku KepadaMu
  18. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye
  19. Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya
  20. Mere Ghous Piya Jilani
  21. Light of the Worlds
  22. Allahu
  23. Ya Nabi Salam Alayka (Arabic)
  24. Ca C’est La Vie
  25. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye

5 thoughts on “Hazir Hain Hazri Mein”

  1. This the very nice
    I love it
    And it is the duaa for this writer that it has written in a nice way with the tarjuma

    Thanks

    Reply
  2. Presumably your mother, sisters, wife and daughters sit at home all day long and never speak utter a word to none mahrums???

    Don’t be so ignorant.

    Reply

Leave a Comment