Merey Mola Mujhey Do Sahara Lyrics - Dhamani Sisters

By: 

Meray Mola Mujhey Do Sahara Lyrics

Merey mola mujhey do sahara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Tumhi mushkil kusha ae jahan how

Tumhi mola ae kowno makaan how

Ambiya ney bhi tumko pukarah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara


Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Meri kashti bhawar mei phasi hain

Dushmanow key labow par hasii hain

Kardow nazdikh ham sey kinara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Ghardishow mei muqadar hain mera

Kya karun charsu hai andhera

Tumjo chahow tow chamkey sitara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Behrey Abbas bazu ko thamow

Muskilow sey hamey tum bachalow

Terey dar pey hai sarkham hamara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Wasta akbere nawjawan ka

Wasta chemahiney ki jaan ka

Kardow rehemat ka bas ab isharah

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x2)

Apni zakira par rehem khawo

Jald rowzey pey mola bulawo

Milkay dar dekhey sab phir tumhara

Meiney thaama hain daman tumhara

Dhaltay suraj ko tumay ubhara

Meiney thaama hain daman tumhara (x3)

Lyrics Information
Recited By:Fatima Dhamani and Batul Dhamani
Album: Ali Hamara Hai
Released: 2009


More Islamic Lyrics

  1. Wo Jo Haal e Khasta They Hausley Lyrics - Naat Lyrics
  2. Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  4. Main Naukar Hoon Shah-e-Madina Ka Sunlo Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  5. Idhar Hazaron Nabi o Mursal Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  6. Radhitu Billahi Rabba (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  7. Welcome to Madinah Lyrics - Khaleel Muhammad
  8. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki Lyrics - Siddique Ismail
  9. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  10. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  11. Forgive Me Lyrics - Maher Zain
  12. Bismillah Lyrics - Native Deen
  13. Cadence Lyrics - Sami Yusuf
  14. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3] Lyrics - Aslam Sabri
  15. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics - Dhamani Sisters
  17. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  18. The Key Lyrics - Sami Yusuf
  19. Al Ajal Al Ajal Lyrics - Dhamani Sisters
  20. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  21. Every Morning Lyrics - Labbayk
  22. Prayer to Allah Lyrics - Voices Of Passion
  23. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai Lyrics - Naat Lyrics
  24. Tan Sadkay Mera Man Sadkay Lyrics - Milad Raza Qadri
  25. Qasidah Burdah Lyrics - Labbayk

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

6 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
6
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x