Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Rab Nain Diya Hai Unko Lyrics

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Yih khawaab main nay deka, taiba ka kaafila hai
Aur naat parte parte main uss main jaa raha hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Farzaangi ki hadd tak, diwaana ho gaya hoon
Main unki naat keh kar, masti main jhoomta hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Deykho mera tassw’wur, rouzey key saamney hoon
Dil naat par raha hai, main chup kharaa hua hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Nazr-e-karam huee jab, aqa ney jub bulaya
Uss dam yehi kahoon ga, aqa main aaraha hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Apney ghulaam ka wo, mujh ko ghulaam rakh ley
Main chup kharaa hua hoon, aur mahv-e iltija hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Jannat khuda na deyga, jab tak na wo kahey gey
Rub kee raza hain aaqa, main itna jaanta hoon
Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Un sey hai meri nisbat, ab aur chahiyeh kiya
Merey wuhi hain sub kuch, main un ka ho chukka hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Un sey miley hain saarey, alfaaz merey kab hain
Main un sey naat leykar, duniya mey baant’ta hoon

Mar jaon Abidi jub main naat parte parte
Tum sab yakin karna imaan par mara hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon.

Naat Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Light of the Worlds Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  3. Wushoosh Lyrics - Hamza Namira
  4. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai Lyrics - Naat Lyrics
  5. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  6. Allah Made Everything Lyrics - Zain Bhikha
  7. Hazir Hain Hazri Mein Lyrics - Dhamani Sisters
  8. Subha Taiba Mein Hui Lyrics - Owais Raza Qadri
  9. You And I Lyrics - Irfan Makki
  10. Lut Kay Aayi Hoon Mein Nana Jaan Lyrics - Hashim Sisters
  11. Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. Durood e Ibrahimi Lyrics - Durood Shareef
  13. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  14. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  16. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  17. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  18. Dua Ganjul Arsh Lyrics - Islamic Duas
  19. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Ab To Bas Lyrics - Ahmad Hussain
  21. Ya Rab Bimarey Kerbobala Lyrics - Dhamani Sisters
  22. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  23. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  24. The Woman I Love Lyrics - Zain Bhikha
  25. The One Lyrics - Harris J.

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

43 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
43
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x