Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Rab Nain Diya Hai Unko Lyrics

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Yih khawaab main nay deka, taiba ka kaafila hai
Aur naat parte parte main uss main jaa raha hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Farzaangi ki hadd tak, diwaana ho gaya hoon
Main unki naat keh kar, masti main jhoomta hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Deykho mera tassw’wur, rouzey key saamney hoon
Dil naat par raha hai, main chup kharaa hua hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Nazr-e-karam huee jab, aqa ney jub bulaya
Uss dam yehi kahoon ga, aqa main aaraha hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Apney ghulaam ka wo, mujh ko ghulaam rakh ley
Main chup kharaa hua hoon, aur mahv-e iltija hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Jannat khuda na deyga, jab tak na wo kahey gey
Rub kee raza hain aaqa, main itna jaanta hoon
Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Un sey hai meri nisbat, ab aur chahiyeh kiya
Merey wuhi hain sub kuch, main un ka ho chukka hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Un sey miley hain saarey, alfaaz merey kab hain
Main un sey naat leykar, duniya mey baant’ta hoon

Mar jaon Abidi jub main naat parte parte
Tum sab yakin karna imaan par mara hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon.

Naat Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. Most Merciful Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha
  3. So Soon Lyrics - Maher Zain
  4. Pukara Dilsay Kisi Ney Lyrics - Dhamani Sisters
  5. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  6. Numb Lyrics - Gaith Adhami
  7. Muhammad (Pbuh) Lyrics - Maher Zain
  8. Ya Mustafa Lyrics - Sami Yusuf
  9. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  10. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  11. One Big Family Lyrics - Maher Zain
  12. Jeena Hain Mushkil Lyrics - Ahmad Hussain
  13. I Promise Lyrics - Harris J.
  14. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  16. Palestine Lyrics - Labbayk
  17. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Sign Language Lyrics - Gaith Adhami
  19. Falling Lyrics - Ahmad Hussain
  20. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  21. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  22. Teri Shaan Jalla Jalaluhu Lyrics - Urdu Hamds
  23. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  24. Selam Sana (Turkish-Türkçe) Lyrics - Maher Zain
  25. Fragile World Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

43 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
43
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x