Rab Ne Diya Hay Unko Lyrics - Farhan Ali Qadri

By: 

Rab Nain Diya Hai Unko Lyrics

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Yih khawaab main nay deka, taiba ka kaafila hai
Aur naat parte parte main uss main jaa raha hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Farzaangi ki hadd tak, diwaana ho gaya hoon
Main unki naat keh kar, masti main jhoomta hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Deykho mera tassw’wur, rouzey key saamney hoon
Dil naat par raha hai, main chup kharaa hua hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Nazr-e-karam huee jab, aqa ney jub bulaya
Uss dam yehi kahoon ga, aqa main aaraha hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Apney ghulaam ka wo, mujh ko ghulaam rakh ley
Main chup kharaa hua hoon, aur mahv-e iltija hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Jannat khuda na deyga, jab tak na wo kahey gey
Rub kee raza hain aaqa, main itna jaanta hoon
Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Un sey hai meri nisbat, ab aur chahiyeh kiya
Merey wuhi hain sub kuch, main un ka ho chukka hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon

Un sey miley hain saarey, alfaaz merey kab hain
Main un sey naat leykar, duniya mey baant’ta hoon

Mar jaon Abidi jub main naat parte parte
Tum sab yakin karna imaan par mara hoon

Rab nain diya hai unko, main un sey maangta hoon
Aaqa key dar ka main bhi, adna sa ik gada hoon.

Naat Information:

Naat Sharif Reciter: Farhan Ali Qadri
Album: Aa Gaye Sarkar
Producer: Muhammad Ali Qadri
Release: M.F. Stereo


More Islamic Lyrics

  1. I Believe feat. Maher Zain Lyrics - Irfan Makki
  2. Radhitu Billahi Rabba Lyrics - Maher Zain
  3. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  4. There Is None Greater Lyrics - Abdullah Rolle
  5. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Ya Rasul Allah (Part 2) Lyrics - Sami Yusuf
  7. Nabi Ki Naat Ki Mehfil Lyrics - Farhan Ali Qadri
  8. Hum Apne Nabi Ke Deewane Lyrics - Ahmad Raza Qadri
  9. Dua e Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas
  10. Assalamu Alayka (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  11. Doori Lyrics - Hamza Namira
  12. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  13. The Cave of Hira Lyrics - Sami Yusuf
  14. Dam Hama Dam Ali Ali Lyrics - Milad Raza Qadri
  15. He Is There Lyrics - Sami Yusuf
  16. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  17. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Terengganu Lyrics - Sami Yusuf
  19. The Mountain Lyrics - Tom Robertson
  20. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. I Think of You Lyrics - Mesut Kurtis
  22. Allah is Calling You Lyrics - Labbayk
  23. Faslon Ko Khudara Mita Do Lyrics - Hooria Rafiq
  24. Never Never Lyrics - Sami Yusuf
  25. Although I Never Saw His Face Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

43 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
43
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x