Shukar Hai Tera Khudaya

By: 

Shuker Hei Tera Khudaaya Lyrics

Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha
Shuker hei tera khudaaya, main tu iss kabil naa tha,

Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha
Tuney apney gher bulaya, main tu iss kabil naa tha.

Bha gaya meri zubaan ko zikr e Allah, Allah ka
Yeh sabaq kis nay parhaya, mein to is qabil na tha.

Khas apnay dar ka rakha, tuney aie moula mujhay
Youn nahi dar der phiraya, mein to is qabil na tha.

Meri kotai kay teri, yaad say ghafil raha
Per nahin tunay bhulaya, mein to is qabil na tha.

Shukar Hai Tera khudaya, mein to is qabil na tha….

Teri rehmat teri shafqat, say huwa mujhko naseeb
Gumbad e khazra ka saaya, mein to is qabil na tha.

Bargaye syed e konain mein aa ker nafees,
Sochta hoon kaisay aaya main to is qabil na tha.

Tunay apnay ghar bulaya, mein to is qabil na tha….

The Naat Information:

Recited By: Hafiz Ahsan Amin
Video By: Noor Tv


More Islamic Lyrics

  1. Homecoming
  2. Bagh e Jannat Key Hein
  3. Change our Hearts
  4. Hasbi Rabbi
  5. Ammu Jannam
  6. Kun Anta
  7. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 1-3]
  8. Imagine A Day
  9. Tumhare Sajde Ko Kaba Salam Kehta Hai
  10. My Mum is Amazing
  11. Aaya Kamli Wala
  12. I Think of You
  13. Hazir Hain Hazri Mein
  14. Taiba Ke Jane Wale
  15. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  16. Celebrations
  17. Barakah
  18. Terengganu
  19. One God
  20. The Rope
  21. Bekhud Kiye Dete Hain
  22. Healed
  23. Subha Taiba Mein Hui
  24. Kya Mohammad Ka Pyara Nahin
  25. Peace

13 thoughts on “Shukar Hai Tera Khudaya”

  1. As Salam Aliakum W/W/B

    App ki Naat Suen ker bhout aacha laga Mashal-Allah Subahan-Allah
    Allah App ku Neaik Tafieq da or Eman ki reaha per chala Ammin Sumaamin
    or Sub Musilm ko bhi Ammin Summa Ammin

    Allah Hafiz

    Reply
  2. He should at least read the nazm fully… this beutiful nazm is by Shaikh Syed nafees alhussaini (Naib ameer khatm e nabuwat) after he came from his first hajj.Shukar hay tera khudaya,Main Tau iss qabil na ThaTau nay apnay ghar bulaya,Main Tau iss qabil na Tha

    Apna Deewana Banaya, Main Tau iss qabil na Tha
    Gird Kaabay kay phiraya, Main Tau iss qabil na Tha

    Mud-daton ki piyas ko seerab tau nay ker diya
    Jam zamzam ka pilaya, Main Tau iss qabil na Tha

    Dal dee thandaq meray seenay main tau na saqiya
    Apnay seenay say Lagaya, Main Tau iss qabil na Tha

    Bha gaya meri zaban ko zikr Ilalalah
    Ye sabaq kis nay parhaya ,Main Tau iss qabil na Tha

    Khas apnay darr ka rakhay tau na aaye moula mujhay
    Yun nahi dar dar phiraya, Main Tau iss qabil na Tha

    Meri kotahi kay teri yaad say ghafil raha
    per nahi tau nay bhulaya, Main Tau iss qabil na Tha

    Main kay tha Bay rah tau nay dastageeri aap ki
    Tau hi mujh ko rah pay laya, Main Tau iss qabil na Tha

    Ahd jo roz-e-azal tujh say kiya tha yaad hay
    Ahd wo kis nay nabhaya,Main Tau iss qabil na Tha

    Teri rehmat teri shafqat say hoa mujh ko naseeb
    Gunbad-e-khizra ka saya, Main Tau iss qabil na Tha

    Main nay jo daikha so daikha julwah gah e guds main
    aur jo paya so paya,Main Tau iss qabil na Tha

    Bargah e syed e qounaian:saw: main aa ker nafees
    sochta haun kaisay aaya? Main Tau iss qabil na Tha

    Reply

Leave a Comment