Theraawo Sawaari

By: 

Thehraao Sawaari Lyrics

Arre thehraao sawaari, thehraao sawaari
(thehraao sawaari, arre thehraao sawaari) x3
Mayyat jo Sakina ki chali maa ye pukaari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x3

1. Sajjad kahaa(n) lechale hamsheer ko waari
thehraao sawaari, thehraao sawaari
(Theraao sawaari Arre thehraao sawaari) x2

2. Sar kaa ke kafan chehre-se hum mein neh banaaye (dum karde duaaei(n)) x2
Hum jaao to bhar aaye tamannaen hamaari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x2

3. Thi jismse chimke huwe kurte se aziyat (batlaao woh haalat) x2
Sunti hu(n) ke ab tak hai lahu pusht se jaari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x2

4. Mein dekh to lu(n) pusht pe zakhmo(n) ka hai kya haal (dil hota hai paamaal) x2
Ghassaala ne kis tarhaa se poshaak utaari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x2

5. Hum jaao to hum baandhle rokar badhle zaar (ay aabide bimaar) x2
Taabut pe sehraa ho ye hasrat hai hamaari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x2

6. Har martabaa hum kyu(n) na jigar thaamke roye (munh ashkon se dhoye) x2
Ye chaar bharas ki arre dawlat hai hamaari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x2

7. Maa(n) kehti thi roti huwi ye “Zaakir-o-Mesum” (kitne sahe hai gham) x2
Haae haae meri kamsin meri dukhdard ki maari
(Thehraao sawaari Arre thehraao sawaari) x4

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Ben Yürürüm Yane Yane
  2. Ibn El-Watan
  3. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai
  4. Fragile World
  5. Worry Ends
  6. Tell Me
  7. Ellahi
  8. Aye Shaam Terey Bazaaron Se
  9. 99 Names of Allah
  10. Eid Song
  11. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
  12. Ramadan (Arabic Version)
  13. The Earth Trembled
  14. Provu Tumi Amari
  15. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah
  16. Haq Allah
  17. Ew’idooni
  18. Eik Boondh Bhi
  19. Beautiful Brave Souls
  20. Jab Aaye Jahan Main Muhammad
  21. Rabbee Yebarik
  22. Fire
  23. Ammu Jannam
  24. Pearl
  25. I’m So Sorry

1 thought on “Theraawo Sawaari”

  1. Mashallah mesum bhai mashallah bht acha padhe ap apki aawaz me bht sukooniyat h bht drd h koi v sunne wala ro padega masha allah

    Reply

Leave a Comment